azma SMS Messages91 messages

Rab Ne “Maa” Ko Ye azmat-E-Kamal Di, Is Ki
Dua Pe Aye Musibat B Taal Di, Quran Ne “Maa”
K Pyar Ki Is Tarhan Misal Di, Jannat Utha K
“Maa” K Qadmon Mai Dal Di. Take Great Care Of
Ur Mom Bcoz Mom Is Great!
Hazret Ali se ksi ne pucha
"yeh kese pata chale ga k jo pareshani ya musebet hem pe ai hey wo Allah ki tref se saza hey ya azmaish".
Aap ne jwab men frmaya
"jo musebet tujhe Allah ki tref le jay wo azmaish hey jo musebet tujhe Allah se dur kr dey wo saza hey".
Wapda waloun ki maa ki……
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
azmaat ko mera slaam.
(‘;’)>Aslaam oalikum
/)( / \anti g.
azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…
Tumharay naam likhta hoon....!!

Tumharay naam likhta hoon...!!
Tumhare naam likhta hun,
Muhabbat aur khusboo ke,
Wafaon ke massarat ke,
Dhadakte dil ke wo nagme,
Jo insano ki dharti par,
Har eek mausam me gaye hain !

Tumhare naam likhta hun,
Akhuwat aur ulfat ke,
Sadakat aur azmat ke,
Wo phoolon jaise afsane,
Jo iss duniyan me logon ne,
Sune hain aur sunaye hain !
Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta

Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai

Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta
Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Pardes Bhi Ker

Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar

Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen

Kabhi Kabhi Doston Ko azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai

Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi

Wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.
Main apni raaton ki fursaton main tuje manaon to maan jana
Agar kisidin main apne ansu jo le k aaun to maan jana
Ye 1 dil hi tumhe diya tha so iss liye
Jo sooli pe muskuraon to maan jana
Tu bad-guman hai meri wafa pe to sirf 1 bar azma le
Jo haar jaoon to lot jana jo jeet jaoon To maan jana
Kabhi shikaston ka dukh uthaye to us say pochon,
Woh meri manind toot jaye to us say pochon,
Usey bhi koi sitara manzil say door kar day,
Usey bhi koi rasta nazer na aey to us say pochon,
Safer main woh bhi kisi karey imtihan say guzrey,
Usay bhi koi yun azmaye to us say pochon,
Meri tarhan din charhey woh bhi soye salik,
Usey bhi raat bher neend na aye to us say pochon.
Ae Allah!
Aisa na ho ke
Aazmaaishein mujhy
gumraah kr dain
Tu mere jism
meri Rooh
mere dil
ko Pak kr de
Ye zindagi meri duniadari main uljhi hai
Jesa tu chahta hai
Ab mjhy wesa kr de
mere hr faisly main
Teri Raza ho shamil
jo tera Hukam ho
wo mere Irada kr de.....(Ameen)
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri khatayen hum
lab pe rakh kar hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.
youn hium ko satany ki zarorat kia thi
dil mera toor k jany ki zarorat kia thi

jo nahi tha ishq to keh diya hota
humein youn aazmaney ki zarorat kia thi

maloom tha gehray khuwab toot jayn gay
neend mein a kar jagany ki zaroorat kia thi

maan loon ager ye yak tarfa mohaabat thi
mujhe dekh kr pher muskarany ki zaroorat kia thi

jo hum na thy tumhary qabil-e- nazer
tu muj ko mohabat sikha kr thoker laganey ki zaroorat kia thi
ERI azmaton Se Hon Be-khabr Ye Meri Nazar ka Qasur Ha! TERI Rah Guzar Mein Qadam Qadam Kahin Arsh Hai kahin Toor Ha! Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN Meri Bandagi Main Qasoor Hai! Ye khata Hai Meri khata Mger TERA Naam B To GHAFOOR Hai Ye Bata TUJH Se Miloon kahan Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai! Kahin Dil ki Shart Na Daalna! Abhi Dil Gunahon Se Choor Hai TU Bakhsh De Mere Sub Gunah! Teri Zaat Raheem-o-Ghafoor Hai