adalat SMS Messages10 messages

badalate waqat kaa ik silsilaa sa lagata ha
ke jab bhii dekho use duusaraa-saa lagata hai
tumhaaraa husn kisii aadamii kaa husn nahin
kisii buzurg kii sachchii duaa saa lagataa hai
terii nigaah ko tamiiz rang-o-nuur kahaiN
mujhe to Khoun bhii rang-e-hinaa saa lagataa hai
damaaG-o-dil ho.na agar mutmaiin to chhaaon hai ya dhoup
thapdi luu bhii Thandii hawa si lagati hai
Ab is se barhke kya hai Fazilat HUSSAIN kee,
Jahan kar raha hai Midhat HUSSAIN Kee,
Hum lege Karbala ke Shahidon Ka Inteqam Mahshar me,
Jab lagegi adalat HUSSAIN kee.
Sarey Gawaho Aur Bayanat Ko Madde nazar Rkhte hoye
Ye adalat PenaL Code Dafa 382 K Tehet MsG prhne WaLe
Mujrim Ko MsG na Bhejne K Jurm Mein " KANJOOS " Qaraar
Deti hai.
Jheel Mein Chaand Nazar Aye Thi Hasarat Usaki
Kab Se Ankhon Mein Liye Baitha Huun Surat Usaki

Ek Din Mere Kinaron Mein Simat Jayegi
Tehare Paani Si Yeh Khamosh Muhabaat Usaki

Bandh Mutii Ki Tarah Woh Kabhi Khulata Hi Nahin
Faasale Aur Badaa Deti Hai Kurbat Usaki

Kisne Jaana Hai Badalate Hua Mausam Ka Mizaaz
Usko Chaho Toh Samaj Paaoge Fitrat Usaki
Waqt ki adalat me
Zindagi ki surat me
Ye jo tere haatho me
Ek sawaal nama hai
Kisne ye banaya hai
Kis liye banaya hai
Kuch samajh me aaya hai
Zindagi ke parche ke
Sab sawaal laazim hai
Sab sawaal mushqil hai....
''Saaray gawahon aur bayanon ko

Mad-e-nazar rakhtay huey
ye adalat

dafa 420 k tahet
$m$ Parhnay walay ko
$m$ na bhejnay k jurm main
.
.
“KANJOOS” Qarar deti Hay.!
Sare gawaho or bayano ko madde nazar rakhte hue

"PAKISTAN FRIENDSHIP COURT"

ki dfa



"SACHI DOSTI"

ke tahat hamari

"DOSTI KI adalat"

tumhe hamre har janam ka dost manti hai aur tumheumar bhar dosti nibhane ka hukam deti ha.

WE WILL BE FRIÉÑD$ FÖREVER

Bolo sazamanzur hai?


have nice Day
Saare gawaahon aur bayaano ko madde nazr rkhte hue yh adalat penal code dafa 382 k teht msg prhne wle mujrm ko msg na bhjne k jurm me "kanjos" karar dti hai.. ;-)
Saare Gawahon Aur Bayano K Mad-e-Nazar Rakhte Huey Ye adalat Penal Code Dafa
382 K tehet
Msg Parhne Wale Ko Msg Na Kerne K Jurm Main
''''MEMON'''' Karrar Deti Hai
Judge : Tum Teesri adalat Main Aa Rahe Ho tumhain Sharam Nahi Aati ???

Pathan : Kocha , Tum Roz Aata Hy ,

Tum Ko Aati Hy Kia ??? ;->