aasman SMS Messages77 messages

Hussain Teri Ataa Ka Chashma
Dilo''n K Daman Bhigo Raha Hy

ye aasman Par Udaas Badal
Teri Mohabbat Main Ro Raha Hy

Saba Bhi Guzry Jo Karbala Se
Tou Us Ko Kehta Hy Arsh Wala

Tu Aur Dheery Guzar Yahan Pr
Mera Hussain So Raha Hy ...
Aisi Zameen Aur aasman

Inkay Siwa Jaana Kahan

Bhadti Rahay Yeh Roshni

Chalta Rahay Yeh Karvan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan...

Happy Independence Day
andheri kabar,

sunsan kabristan,

soni haveli,

kala aasman,

bejli karki aaya tofan,

rat ho gayee

so ja shaitan,
Tinka Tinka tufan me bikharte chale gaye,Tanhai ki gehraiyon me utarte chale gaye.Udate the jin dosto k sahare aasman me hum, 1-1 karke sab bichadte chale gaye...!!! IFFI :)
Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...

Yeh aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai''

Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..

Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Lami Raat Firaaq di...
Jiven Thandi Sill...
Charheya Chan aasman te...
Kunban laga Dil.....!
Sun ni Kuriye
Rangan Diye Puriye
Mein Tur Jawan ga
Mur ke nai aawan ga
Feer Pachtaen gi
Has ke Bulaen gi
Feer vi nai aawan ga
Uchay aasman da
Taara ban jawan ga
Door Door Rawan ga
Te Tenu Tarfawan ga

(Preet)
Sun ni Kuriye
Rangan Diye Puriye
Mein Tur Jawan ga
Mur ke nai aawan ga
Feer Pachtaen gi
Has ke Bulaen gi
Feer vi nai aawan ga
Uchay aasman da
Taara ban jawan ga
Door Door Rawan ga
Te Tenu Tarfawan ga

(Preet)
Andheri sadak,



sunsan kabristan,



sooni haveli,



kala aasman,




rat ho gayi,



so ja shaitan.



Good Niight..
Usay kehna usay hum yad kartay hayn,Diyey jeb shaam ki dehleez pe jalaye jatay hayn,Sitaray aasman pe jeb timtimatay haynShabnam k aanso se phool jeb nahatay hayn,Hum us dem apni aankhon mayn usay abad kartay hayn,Usay kehna usay hem teb yad kartay hay.
Ak Chand Tanhaa Khila Raha meray aasman Se Zara Parey
Meray Saath Saath Safar Main Tha Meri Manzilon Se Zara Pary

Teri Justuju k Hisaar Say Tere Khawab, Tere Khayal Se
Mai woh Shakhs tha Jo Khara Raha Teri Chahtoun Se Zara Parey

Kabhi Dil ki Baat Kahi Na thi, Jo Kahi Wo Bhi Dabi Dabi
Mere Lafz Puray to Thay magar, Teri Sama''atoun Se Zara Parey

Tu Chala Gaya meray Humsafar Zara Dekh Murr kay Ek Nazar
Meri Kashtian hain Jali Houe Teray Sahilon Se Zara Parey