aanso SMS Messages178 messages

Suna Hoga Bohat Tumne
Kahin Aankho Ki Rim Jhim Ka
Kahin Palkon KI Shabnam ka
Perha Hoga Bohat Tumne
Kahin Lehje Ki Barish Ka
Kahin Sagar k Ansoo Ka
Magar Tumne Kabhi Humdam
Kahin Dekhy?
Kahin Perhy?
Kisi Tehreer K aansoo?
Mujhe Teri Judai Ne
Ye Meraj Bekhsi Hai
K Mein Jo
lai Badal barsa K Chale Jana
Furqat Ki Aziyat Mein
Kuch Saber B lazim Hai
Ye Baat mere Dil ko
Samjha K Chale Jana
Ek Uski Khushi Mein APni Jaan War Don
Jeti Hui Bazi Ko Ek Pal mein Haar Don
Unki Aankho Mein aanso Hamse Dekhe Nahi Jate
Je De Usey Gham Uski Duniya Ujar Don
aanson Mere Tham Jaein To Shoq Se Jana..




Aise Mein Kahaan Jao Ge Barsat Bohat Hai....
Musalsal haadson sey bas mujhe itni shikayet hai




Ke ye aansoo baha lene ki bhi mohlat nahee dete
Boondain Giri To Aankh Say aansoo Bhi Gir Gaye,


Barish Ka Uski Yaad Say Rishta Zarur Hai . . . /
Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay…..

Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain,
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate…..

Aaj aansoo Bahanay say, Mut Roko,
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay…..

Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai,
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate….. .

Teray Pekar Ko Ham Dekhte Hi Rahein,
Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate…..

Kis Qadar Dil Nasheen Hai Ye Moujon Ka Shor,
Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate…..

Iss Qadar Piyar say Tu Pukara na Kar,
Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate….
Chehra hai sar-e-shaam kahin saaz kisi ney,
Ya, door se di hai mujhey awaaz kisi ne,

Totay huye taaron ko abhi jor raha tha,
Hathon se mere cheen liya saaz kisi ne,

Eik aahh to karli hai magar, soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz kisi ne,

Hum kar na sakay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
Is tarha kiya, baat ka agaaz kisi ne,

Geron pe inayat hai apno se shikayat,
Samjhay na kabhi aap k andaaz kisi ne,

Touba ki jabeein par hai nadamat ka pasina,
Randaana uthai nigha-e-naaz kisi ne,

Mujh pey aanso bhi amanat hain kisi ki,
Paya na gum-e-dost ka ye raaz kisi ne.!.!.!
Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti Hai
Chahat Wo Nahi Jo Muskaan Deti Hai

Ae Dost Chahat Wo Hai
Jo Pani Mein Gira aansoo Pehchan Leti Hein
Zabt-e-gham is qadar aasaan nahi hay Faraz ...

Aag hote hain wo aansoo jo piye jate hain.!~
Kabhi aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker
Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker
Meri saanso me ek aahat apki bhi hai,

Dil ki dhadkano me gungunahat aapki bhi hai.

Anjan hai aap is raz se ki,

Hamari hansi me ek muskurahat aapki bhi hai.
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,
Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,
Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,
Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..