Tera Sath SMS Messages9 messages

(Us ne kaha)
Tum me pehli si baat nahi?
(Maine kaha)
Zindagi me ab Tera Sath nahi,
(Us ne kaha)
Ab bhi kisi ki aankhon me doob jate ho?
(Maine kaha)
Ab kisi ki ankhon me wo baat nahi,
(Us ne kaha)
Kya mein bewafa ho?
(Maine kaha)
Mujhe ab wafa ki talash nai
(Usne kaha)
Kyun itna toot kr chaha muje?
(Maine kaha)
Mein insan ho koi pathar zaat nai.
(Usne kaha)
Bhol jao mujhe!
(Maine kaha)
Tum haqiqat ho koi khwab nai…
Yeh DOSTI...



Hum
Nehin



Torenge,



Torenge..
Dum Magar
,, ..:::
(.")(",) Tera Sath
/A> Na..
JL JL

CHORENGE!!!
zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher Tera Sath dene ka wada kiya he,zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
zindagi k kisi mor per khu ko tanha na samjhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se badh kar pyar karta hun,meri is muhabat ko bura na samjhna,tum phulon ki tarah khubsurat ho masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher Tera Sath dene ka wada kia he,zindagi ne agar sath na dia to bewafa na samjha,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muaddar jan na,apni khata na samajhna..
kia kahoon tujhay?
dil kahoon to toot jay ga
khuwab kahoon to bikhar jay ga
aa tera naam zindagi rakh doon
maut say pehlay
to Tera Sath choot na pay ga………;->
Usne kaha tum main pehli c baat nhi.main nay kaha zindagi main Tera Sath nhi.usne kaha ab bhi kisi ki ankhon mian doob jatay ho?main nay kaha ab kisi main wo gehrai nhi.usne kaha kyun itna toot k chaha muje?mene kaha insan hon pathar to nhi.usne kaha kia main bewafa hon?mene kaha muje wafa ki talash nhi.usne kaha bhol ja mujh ko..mene kaha tum haqiqat ho koi khawab nhi. :)
Wo Janta Hai K Mujhse Sabar Nahi Hoga , Wo Mere Dard Se Bekhabar Nahi Hoga , Main Do Qadam Jo Chaloon Dil Pukarta Hai Yehi , K Tera Sath Na Hoto Yeh Safar Nahi Hoga
"Kash"
Sapnay Haqqiqat Hotay
Me har Sapnay Me Tujhe Dehka Kerta

"Kash"
Zindgi Me Har Dua Me Pori hoti
Me Har Dua Me Tujhay Manga Kerta

"Kash"
Zindgi Wafadar Hoti
Me Sari Zindgi Tera Sath Nibhata

"Kash"
Zindgi Me Lafaz

"Kash"
Na Hota......
Kahen se Tera Sath Le Aaon!
Wasul ki Chaand Raat Le Aaon!

Baith Jaon Kisi Dourahy Per!
Maang Kar tera Haath Le Aaon!

Kitni Sadiyoon K Baad Boloon Main!
Labb pe Ek Teri hii Baat Le Aaon!

Apni Aankhoon Ki Band Galiyoon se!
Aans`on Ki Baaraat Le Aaon!

Itni Pooja Karun K Main Ek din!
Apni Zaat me Teri Zaat Le Aaon!