Rota SMS Messages78 messages

Rotay hAin mje dAikh kr Tanha wo Rasty

jin Par Tere Bgair mAin Guzra na Tha kbi
*KIA TUM B . . .?




Sham ki dahleez pe aas ka deep jalatay ho . .

Or kisi awara patte ki ahat pr,

Darwaze ki tarf bhaage jate ho . .

KIA TUM BHI . . ?

Dard chupane ki koshish krtay krtay . .
Aksar thak se jatay ho . .
or
bila waja muskaratay ho . .
KIA TUM BHI . . ?
Neend se pahele palkoun pr . .
Dheroun khuwab sajatay ho. .
Ya phir bistar pr late kr ,
Rotay Rotay so jatay ho . .





KIA TUM BHI. . .?
Us ki jafaoN Ne muje ik Tahzeeb Sikha di hy ''m0hsiN''

main Rotay huay so jata hoon Par Shikwa nahi krta
Sirf aik shakhs k gham mein muje barbad na kr,
Roz Rotay huwe kehti hai jawani mujh se
Wo bar bar mujhy azmata raha
Misl_e_shama wo jalata raha,

Dost bhi kaha usne mujhy mgr''
Dushmano ki tarhan tarpata raha,

Ungali pakar kr aaksar aandhere raston mai,
Wo bar bar mujh ko girata raha,

Aisa bhi bhala kya Dosti "SAGAR"
Mein Rota raha wo muskarata raha.....!
Jis ko bhi dekha hai Rotay howey dekha hai..


Ye Muhabbat to kisi tissue waley ki Dua Lagti hai..
Ab WoH Samjha Meri Chamkati H0i Aankh Ka Raaz . . .



K Main Rota NAhi Aansu Ko Qaid Kr Leta Hon . . . !
uski khushi ki khatir main ny kitnay ghum chupaey"MOHSIN".

agar main aik baar Rota to uska shehr doob jata..
use kaho ub nahi aya jaye ga teri shahr ki tarf..

qadmon k nishan na milne per Rota raha hon main...
!! Kuch khuwab thay meri ankhon main,

Tujhay pa lenay ki chahat thi,

Chand lafzon main he kehta hoon,

''Mujhay tumse bohot mohbat thi''

Par tu kiya janay chahat ko,

Tujhay ho jati to poochta main,

Dil jab jab toot k Rota hai,

Kiya dard tumhain b hota hai?

Ye khuwab haqeeqat ho jaye,

Kisi apnay jesay sangdil se,

TUJHAY KAASH MOHBAT HO JAYE !!
Bewaja Nahi Rota Ishq mein koi


"Jisay khud Se barh K CHaHO
Wo RULATA zaror hai...!
Once in a soap industry in Japan,da soap cover was mistakenely packed widout soap in it i-e empty box.2 avoid da problem in future they purchased X-Ray machine of million dollars 2 check whether soap is filled in cover or not in assembly line.
Same problem arose in a poor city of Pakistan. Wat did they do?They simply put a Rotating fan beside assembly line.Empty boxes were flown away! Genius!