Rooth SMS Messages129 messages

Aj Rootha huwa ik dost bohat yaad aya

Acha guzra huwa kuch waqt boht yaad aya

Jo mery dard ko seenay main chupa leta tha

Aj jab dard huwa to boht yaad aaya.
yun Rooth jana acha nahe lagta,
yun tarpna acha nahe lagta,
mairey dil main jo baat ha,
mairi aankhoon sey chura lo,
mujay har baat btana acha nahe lagta...
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,
Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.
Teri Dosti ne Sikhaya Hai
Har Pal Jeena Muskura Kar.
Muskurati Subah Ka
Swagat Karo Muskura Kar
Apni dosro say hmesha izat kerwao.jo tum say Rootha hey usey foran mano.dekho kitney din ho gaey hein ab to apney mobile main balance dilwao
Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye...

Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye...

Khawab-o-khayal ban gayen yaaron ki mehfilen...

Ek ek kar ke yaar sabhi Rooth-tay gaye...

Sab dard dil main bhar liye sukh ki talash main...

Hamdard ban ke log hamain loot-tay gaye...

Milti rahin sazayen hamain pyar ke aiwaz...

Apni hi Khawahishon ka gala ghont-tay gaye...
mujh sey dur hone k baad
yaad aon ga main

har khushi Rooth jane k baad
yaad aon ga main

apnu k Rooth janey k baad
yaad aon ga main

moosam badalney k baad
yaad aon ga main

ab mujh sey saha nai jata
zindagi sey Rooth janey k baad
yaad aon ga main
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume Rooth jaane ki aadat nahi rahi
Bahut udas hai koi tere jane se. Ho sake to laut aa kisi bahane se. Tu lakh
khafa sahi magar ek baar to dekh ,Koi toot gaya hai TERE Rooth jane se...
"I REALLY MISS U A LOT"
Wo mujhe naraaz nahi hone dete….
Mana ki galtiya ho jaati hai humse bhee..
Aur wo naraaz ho kar humse kabhi Rooth jate hai
Kabhi kabhi to aisa bhee hota hai dekho..
Hum to Roothte bhee nahi..Aur wo fir bhee manate hai…
Mere dosto ko aate hai mujhe manane ke tareeke….
Jab manana hota hi to wo khud Rooth jate hai....
Aur ab kamala dekho apni dosti kaa…..
Abhi hum khud Roothe the... Ab dekho unko hi manate hai...
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye
Tum roti ho mujhe rulane ke liye

Tum ek bar Rooth kar to dekho
Mar jaoun ga tumhein manane ke liye
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,

Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.

Teri Dosti ne Sikhaya Hai

Har Pal Jeena Muskura Kar.

Muskurati Subah Ka

Swagat Karo Muskura Kar
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume Rooth jaane ki aadat nahi rahi