Qarar SMS Messages52 messages

Ek Din Usney Mujsey Kaha
Kia
Tumhey Bhi Mujsey Piyar Hey?
Mey To Ajnabi Sa Ban Gaya
Phir…
DiL Ney Holey Sey Kaha…
Ek Aks Naksh Hey Merey Hawas Pey
Ye Sans Chal Rahi Hey Usi Ki Yaad Sey
Usey Daikh Loon
To
Jee Utthon
Bina Uskey Zindagi Ek Khuaab Hey
Wo Shakhs Kia Hey Nahi Khaber
Haan Wo DiL-e-Qarar Hey
Meri Zindagi Merey Ashnaa
Ager Ye Hee Piyaar Hey
To
Sunlo Aj
Haan Mujey Bhi Tumsey PIYAAR Hey
Jin ki Fitrat main Qarar Bhot Tha
Unka Milna Dushwar Bhot Tha
Jo Mere Hathon ki Lakeeron main Na Tha
Mujy Us Shakhs se "Pyar" bhot Tha
"Na wajood apna, na rooh apni
Bas ik tamasha yeh zeest thehri
Na dil lagi main sakoon paya
Na aashqi main Qarar paya
Na wasl lamhay hi raas aaye
Na firaaq hi ghum guzaar paaye
Ajab yeh chahat k marhalay hain
Na jeet paaye na haar paaye
Na hi yaadon ki dhund utri
Na dil k daaman ko jhaar paaye
Na aankhain khawabon ko dhoond paaien,
Na khawab aankhon ko dhoond paay'"
Koi Tallab B nahi Aur $ogwaar B hun,
Pukarta B nahi Aur Mehv-e-Intezar B hun.
Na jaany kitny iradon Main But Gia Hai Wajood,
Bhula B Dia Hai U$ay Or BeQarar B hun.....
Is Aasrey Pe Dil-e-BeQarar Zinda Hai

Koi Tou Ashqo''n Ka Umeedwar Zinda Hai

Gham-e-Hussain Ko Biddat Zara Sambhal K Kaho

Abhi Hussain Ka Ek Sogwaar Zinda hai
"Roz Kisi Ka intezar Hota Hai,

Roz Ye Dil BeQarar Hota Hai,



Kaash K Koi Samajh Sakay

Chup Rehnay Walon Ko B Kisi k sms ka intezar Hota Hai.../
Da zra Qarar mi pa salgo na kigi

Pa khpala rasha , pa jargo na kigi

Us darta jarhama pa chagho chagho

Nan kho mi kaar pa asveelo na kigi.
"Phansi" islam mai nahi hay aur na hi is ka time islam mai muQarar kiya gaya hay, ye angraiz ka qanoon hay. so contact them
Be Qarar tanhaiyon ka silsila reh jayega,

tere mere darmiyan bus Ik khala reh jayega,

ashq beh jayenge sarey dukho k sailaab main,

aur koi paniyo mai jhankta reh jayega,

mujhko mere humsafar aisa safar DAR paish he,

Rasta kat bhi gaya to fasla reh jayega,

log so jayenge khamoshi ki chadar ourh kar,

chand sune angano mai jagta reh jayega,

Jo kabhi us nay parhi thi mujhse mang kar.

naam mera un kitabo mai likha reh jayega . . .
gham-e-zindagi sai farar kya
ye sukoon kya ye Qarar kya
gham-e-zindagi bhi hai zindagi
jo nahin chen tu nahin sahi
sar-e-toor ho sar-e-hasher ho
hamain intezaar qubool hai
wo kabhi milain wo kahin milain
wo kabhi sahi wo kahin sahi........
Bay zubaan logon ko
BaQarar ankhoon ko
Badnaseeb qadmoon ko
Jis tarf bhi lay jain
Rastoon ki marzi hay

Bay nishan jazeeron per
Bad guman shehroon main
Bay zubaan musafir ko
Jis tarf bhi bhatka dain
Rastoon ki marzi hay

Ajnabi koi laa kr
Hum safar bana dalain
Saath chalny waloon ki
Raakh bhi urra dalain
Ye musaaftain sari
Khaak main milla dalain
Rastoon ki marzi hay

Rook lain ya barhnay dain
Thaam lain ya girnay dain
Wasal ki lakiroon ko
Tor dain ya milnay dain
Rastoon ki marzi hay
KIS KO SUNAOON HAAL DIL-E-BEQarar KA
BUJHTA HUA CHARAGH HUN APNE MAZAR KA
AE KAASH BHOOL JAON MAGAR BHOOLTA NAHI
KIS DHOOM SE UTHA THA JANAZA PYAR KA