Qabar SMS Messages41 messages

Please FAX ur Picture Urgently.


WaLLet mein Lagane K Liey nahi.


Kitab k Front page K Liey


Kitab ka Naam hai



Qabar KA AZAB.
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi,Kafan me lipti meri laash hogi...
Ae dafna ke janewalon unse keh do,Qabar me bhi unki tasvir mere saath
hogi....
saza yah khob mili tum say dil laganay ki,nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,ab to Qabar mein say bhi nikal ker kahtay hain hath mere,hamain to hasrat hi rah gai tumhain galay laganay ki
Che Nari Waghe Marghan Zama Pa Qabar
Bia De Na Jari Janan Zama Pa Qabar
Bulbulan Che Pre Da Gham Sandari Wai
Sa Hajat Day Da Khafgan Zama Pa Qabar
Pa Jwandun Ye Da Nafrata Zarge dak wo,
Us Walar De Pareshan Zama Pa Qabar
Che Ye Kuz Kram Da Lahad Thoro Thiaro Tha
Pa Khanda sho Raqeeban Zama Pa Qabar
Bia raghele da Imdada Jarave me,
Che Shendi Surki Gulan Zma Pa Qabar.
Oh banda mera imtihan kee ley gha, nazar miley ghee tey nazar jhuka ley gha,


ohnooo meree Qabar tey dewa balan da na akheyo,
O nadan j Saara Qabristan jala dey gha
WADA KARO K Mere Marne Par Aogay

Or Mujhey Apne Hathon Sy Dafnaogay

Aogay Meri Maiyat Pe Apno Ki Tarha

Saamne Duniya K Aanson B Bahaogay

Bataogay Na Ksi Ko Hamari Alhedgi Ka

Wohi Purana Piyar Duniya Ko Dikhaogay

Dogay Sab Sy Ziyada Kandha MujheUmar Bhar Mere Naam Sy Na Ghabraogay

Chorh K Zamane Bhar Ki Khushiyan Mere Liye

Or Mere Dil Sy Apna Gham B Mitaogay

Roz Aaya Karogoy

Tum Meri Qabar pe

Or Bakhshish K Liye Haath B Uthaogay

WADA KARO"
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila

Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila

Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila

Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila

Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila

Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia
Wo Jab Bhi Apni Qabar Per Kanwal Saja K mila,
Tum Jao Humse Door To AIk Kaam Ker Jana
Kuch Pal Apne Hamare Naam Ker Jana
Agar Aa jaye Mout Hamain Tere Aane Se Pehle
To aa Ker Mere Janaze Ko Ehtiram Ker Jana
Na Rona Iss Qadar K Takleef Ho hamain
Mout Ko B Mazak Samjh Ker Aanjan Ben Jana
MeiN AIk Din So Jaonga Sada k Liye
Phir Mujhe Bewafa Keh K Badnaam Ker Jana
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazrain Na Pehrna
Mehmaan Hee Ben K Dua Salam Ker Jana
Apne Husun Ki AaG Me Jal Jane De MuJe

Apne Honto Ki MaYa Ko Pee Jane De MuJe

Mil Jai Meri Rooh Ko Mout ka Sakoon

Apne Jism Ki Qabar Me DaFan Ho Jane De MuJe

Khatam hoga jab ZiNDAGi ka safar dekhna,
TANHA reh jaogy phir tum dekhna,

ZiNDAGi me nahi koi mukaam apna,
Baad marne k hogi qadar dekhna,

Mujhe ab koi kali bhi nahi deta,
Par PHOOLON se mehke gi Qabar meri dekhna,

TANHA hi ZiNDAGi mein chal raha ho,
Janaze me hoga saara shehr dekhna,

Jo ab haalat par meri muskurate hain,
Pareshaan honge unke chehre B dekhna,

Kuch k sache kuch k jhote aansu honge,
Kitna ajeeb hoga wo manzar dekhna... /
Muqader mein jo sakhti thi wo mer k bhi nahi nikli

Qabar khodi gai jb meri to pethrili zameen nikli.
thikana Qabar hai tera ibadat kuch to kar ghafil..

kahawat hai k khaali hath ghar jaya nahi karte..