"Hawaon" K Hath "Arman" Bheja Hai * "NETWORK" K Zariye Ek "Paigham" Bheja Hai * "Fursat" Mile To "Qabool" kr Lena * "MAIN NE" Muhabbaton se Ap ko "SALAM" Bheja Hai.
Abi Tak Sada Raka Hai Ya Kagaz Apni Chahat Ka,
Manasib Jab B Samjha Ga Koi Paigham Likh Dain Ga,
Koi Paigham Kiya Likna Iss Chotay Sa Kagaz Par,
Bass Jissa Hum Chatain Hai Usi Ka Naam Likh Dain Ga
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
Paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
Farsh-e-aza jahan may bichatay rahenge hum,
Paigham shah-e-din ka sunatay rahengay hum,
Pyasay Hussain(a.s) pyasiSakina(a.s) k naam per,
dushman b ho to pana pilatay rahenge hum..
Bari KOSHISH k bad usy bhula dia,
uski YADON ko sene se mita diya,
1 din phr uska Paigham aya,
likha tha MUJE BHOL JAO
or muje bhula hua hr LAMHA yad dila dea.