Muntazir SMS Messages26 messages

main Muntazir hoon barish ka, fasl-e-bahar say pehlay,
main Muntazir hoon phoolon ka, rahon main khaar say pehlay.

haan us k wastay sooli, pe char gaya tha main laikin,
maktal main sang utha paya, koi na yaar say pehlay
Tumhain jana ijazat hai
Koi b rasta chun lo

Kesi ki Muntazir tehro
Ya hum ko alwida kehdo
Sab Kuch Milta Hai Is Jahan Mein Amjad
Nahin Milta To Guzra Hoa Pal Nahin Milta

Kartey Rahe’n Ge Younhi Sairab Zameene’n
In Aansoo’n Ko Ab Koi Aanchal Nahin Milta

Ghurbat Mein Mayyasar Kahan Khushion Ki Dilbari
Sehra Mein Kisi Ko Kabhi Baadal Nahin Milta

Kahney Ko Gham Khowar-o-Chara Saaz Hain Bohat
Amlann Kisi Ke Saath Koi Shamil Nahin Milta

Ham Imaan Ki Dolat Liye Shahadat Ke Muntazir
Hamari Safo’n Mein Koi Buzdil Nahin Milta.
Thakay haaray Parindo ko jo daikha To Khayal Aya



Agar koi Muntazir hota To hm bhi APNAY Ghar Jatay
Kahin sehra kahin sookhy shajar achy nhi lgty

Muje ab khwabzaaron k safar achy nhi lgty

Jawabi khat me yun usne mery bary me likha tha

Bura b keh nahi sakty mgr achy nahi lgty

Nahi masroof main itna k ghar ka rasta bholon

Koi jab Muntazir na ho to ghar achy nahi lagty

Smandr tairti lashon se ye kehta raha shab bhar

Mujhy b doobny walo, bhanwar achy nahi lgty

Nahi aisa k ab parwaz ki taqat nahi baqi

Meri ummeed k panchi ko pr achy nahi lgty... ;->
phir yahan kya maray hone ka jawaz!!!!

gahr nahein koi Muntazir mera,,,,
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin..

palat kar jab bhi aao gay mohabbat Muntazir hogi..
nahi masroof main itna k ghar ka rasta bhoolon.

Koi jab Muntazir na ho to ghar acha nahi lagta..
Sham ko parindo ki trah laut atey
"HUM"
Muntazir koi ager hamara hota,

Chand taro ki talb kise thi ?
Bs roshni k liye ek sitara hota,

"HUM" mein shayd koi kami thi warna ?
Zaroor koi tarf daar hamara hota,

Dunya k logo ki tamanna kise thi ?
Hum ne chaha
bs ek "WOH" hamara hota.
Wo akhri shab december ki,
Darwazy ki chokhat pay
Muntazir tumhari thi,
Nigah me uska chehra tha,
Subah say sham thera tha,
Magar sham dhaltay hi
Mere aanso nikal aaye,
Bohut Na umeed ho kar
Main darwazay say palat aai,
K itnay me awaz aayii, Ulfatoun ki raahon me,
Apni Mohabbat k,
Muntazir nahi hotay, Mohabbat khud hi aati hai, Mohabbat khud hi jati hai, Main jhapti foran chokhat par,
Magr Wo Wehm Mera tha,
Baras pichlay December me,Tu mujhsay milnay aya tha,
Na pocho mujsay gyara(11) mah
kesay maine bitaaye hain,
Hr ik lamha ye socha tha,
Decembr kab tu aayega,
Mujhe milnay Wo aayega... |''!''|
kiya tu b kisi aur ki ho jaey gi?

wohi din lot aaey hen

jo maazi me bitaaey thy..

mere pehlu me jb usny

muhabt se bhry ngmy sunaey thy..

bahaarain phir se aai hen,.

sji hen chaandni raatain..

nhi ab torrni qsmen,,

tumhara Muntazir hy dil

mujhy phir pochna hy tum se

mera saath do gi tum....?

mujhy maaloom hy

kaho gi tum kia

mgr phir b.....

kia wohi taareekh phir se dohraegi?

kia tu b kisi aur ki ho jaey gi...
hichki qareeb hai jo mujhe mout se miaaye.

hun jis ka Muntazir use aa jaana chaahiye