Mohabbat ha SMS Messages33 messages

Mujhko Udaas dekh kar, Zamane ne yeh Saawal kia

Woh kon Hai zalim, Jisne tera yeh haal kia

Maine kaha woh Mohabbat hai, jo meri unke sath hai

woh nikli bewafa bus itni si baat hai...
Dil apne aap dharakta hai, dharkaya nahi jata
Ye raaz-E-Mohabbat har ek ko bataya nahi jata

Agar ehsaas ho to, mohabat ko kar lo mehsoos
Ye wo jazba hai jo lafzon mein samjhaya nahi jata

Dosti k liye mohabat or khuloos hai lazim
Har haath milane walay ko dost samjha nahi jata

Bohat kam hain log jo dil mein utar jhate hain
Har rah chaltey ko apna banaya nahi jata

Koshish se badal jaati hai Taqdeerein
De kar ilzaam Qismat ko or dil ko behlaya nahi jata .
Wo Kaisa Shaks Hai
K Har Roz Saza Deta Hai

Phir Wo Hansta Bhi Hai Itna
K Zakhm Bhula Deta Hai

Kabhi Jo Ro De Tou Wo
Mujh KO BHi Rula Deta Ho

Us Se Poocho''n K Bata
Kis Se Mohabbat hai Tujhe

Naam Sargoshi Main
Mera Hi Bata Deta Hai

Khud Hi Kehta Hai
Na Dohrao''n Puraani Yaadai''n

Main Na Dohrao''n Tou
Phir Khud Hi Suna Deta Hai .
Chaand Ko Sitaaro''n Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat hai

Phoolo''n Ko Baharo''n Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat hai

Mehfil Main Jo Milna Nigahain Jhuka Lena

Koi Samajh Na Paye K Mujhe Tum Se Mohabbat hai

Ab Tere Hijr Main Bas Ek Kaam Hai Aasman Takna

Tum Sitaaro''n Pe Likh Dena Mujhe Tum Se Mohabbat hai

Hai Humain Bhi Ehsaas Tum Ko Bhi Hum Se Pyar Hai Lekin

Ye Mere Rubaru Kehna Mujhe Tum Se Mohabbat hai
Kuch Is Liye Bhi Tum Se Mohabbat ha Mujh Ko DOST.!

Mera Koi Nahi Ha,
Tumhara Tou Koi Ho. . . . .
jab wo tumhri Mohabbat hay
tu main q noor-e- nazar tha

jab wo tumhri shar-e-kay
tu main q hamsafar tha

jab wo tumhri raazdan hay
tu main q hamraz tha

jab wo tumhri jan hay
tu main q jana-e- jana tha
Dil apne aap dharakta hai, dharkaya nahi jata
Ye raaz-E-Mohabbat har ek ko bataya nahi jata
Agar ehsaas ho to, mohabat ko kar lo mehsoos
Ye wo jazba hai jo lafzon mein samjhaya nahi jata
Dosti key liye mohabat or khuloos hai lazim
Har haath milane walay ko dost samjha nahi jata
Bohat kam hain log jo dil mein utar jhate hain
Har rah chaltey ko apna banaya nahi jata
Koshish se badal jaati hai TaQdeerein
De kar ilzaam Qismat ko or dil ko behlaya nahi jata
Ye Ishq nahin aasan...

Masoom Mohabbat ka bas itna sa fasana hain

kagaz ki haveli hain baarish ka zamana hain


Kya shart e Mohabbat hain kya shart e zamana hain

Awaaz bhi zakhmi hain aur geet bhi gana hain


Uss paar utarne ki umeed bhi kam hain

Kashti bhi purani hain aur tufaan ko bhi aana hain


Samjhe ya na samjhe woh andaaz mohabbat ke

Ek shakhs ko aankhon se ek sher sunana hain


Bholi si ada fir koi aaj ishq ki zid par hain

Phir aag ka dariya hain aur dhoob kar jaana hain.......;->
Chupaana Raaz Iss Dil Ke
Agar Tum Choorh Do Jana
Mujhe Tum Se Mohabbat hai
Ager Tum Bol Do Jana
Tu Jeevan K Safar Main
Raasta Asaan Ho Jaye
Humare Paas Bhi Jeene Ka Kuch Saman Ho Jai
Warna Hum, Tumhare Dil Ke Darwaaze K Bahir
Aass Main Baithe Rahainge
Ke Kabhi Tu Band Darwaaze Ko Kholo Gi
Mere Shaane Par Sar Rakh Kar
Kabhi Dheere Se Bolo Gi
Mujhe Tum Se Muhabbat Hai...!!!
Tamam Shehar Ko Apny Khialf Ker Layty
Um Uske Jurm Ka Bhi Aytraf Ker Layty
Wo aik baar to Kehta Mujhe Mohabbat hai
Rawatyon se b Hum Inheraf Ker Layty
Wo aik Barr b Humse Mila nahi Werna
Hum Uske Dil ko b Uske Khilaf ker layty
Mujhe Uss Se Ab Bhi Mohabbat hai
Magar Na-jaane Kyun
Ab Uss Mohabbat Mein Woh Pehli Si Shiddat Nahi Rahi ...

Mujhe Ab Bhi Uss Ka Intizaar Rehta Hai
Mager Na-jaane Kyun
Ab Uss Ke Intizaar Mein Sitaron Ke Saath
Haal-e-DiL Kehne Ki Aadat Nahi Rahi ...

Mujhe Ab Bhi Uss Ki Yaad Aati Hai
Mager Na-jaane Kyun
Uss Ki Yaad Mein Roney Ki Khwaahish Nahi Rahi ...

Main Uss Se Ab Bhi Milna Chahta Hoon
Mager Na-jaane Kyun
Ab Uss Se Milne Ki Tarap BaaQi Nahi Rahi ...

Sochta Hoon ! Kitna Badal Gaya Hoon Main
Bilkul Uss Jaisa Ho Gaya Hoon Main . . . [¤_¤]
khamosh lahjay main doost kabhi bola nahi kartay..
Darday Gham ko haar kisi kay samnay khola nahi kartay

Mohabbat too Mohabbat hai barii anmool hoti hai
Mohabbat ko kabhi tarazoo main tola nahi kartay

Uss kay khamosh rahanay per koi ilzam nahi daay naa
Samandar too Samandar hai kabhi roya nahi kartay