Mohabbat ha SMS Messages33 messages

Phochta
Hai Jab Koi K Duniya Mein
Mohabbat hai Kahan?
.
.
Muskura Deta Hon Main
Or Yaad Aa Jati Hy Maa….
.
.
.
.
.
Ki
.
.
Honay wali
Bahao..
Usai Pata Hai Mujse Intzar Nahi Hota
Phr B Karwata Hai
Usai Pata Hai Tanhai Achi Nahi Lagti
Phr B Chor K Chala Jata Hai
Usai Pata Hai Wo Mere Jism-O-Jan Main Basta Hai
Phr Bhi Wo Mujhe Bhul Jata Hai
Usai Pata Hai Muje Usai Mohabbat hai
Phr Bhi Wo Muje Satata Hai
Khud To Yad Karta Hai
Jbi Usko Bhulana Chahun Wo Yad Aa Jata Hai
Wo Muje Bohat Satata Hai
Kbi Nafrat To Kbi Pyar Jatata Hai
Kehta Hai Dost Hai Hum
Phr Q Apni Mohbat Jatlata Hai
Wo Bohat Satata Hai
Izhar-E-Mohabat Main Wo Inkar Batlata Hai
Par Kehta Hai Wo Muje Bohat Chahta Hai
Jab Tanha Hota Hai Mere Pas Ata Hai
Muje Tanhaeyon Main Chor Jata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Tum jab say mile ho yeh duniya janat hay
Tumhain yon chahtay rehna hi bus meri ibadat hay
Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say
Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay
Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi
Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say Mohabbat hay
MUSAFIR TO BICHARTE HAIN,
RAFAAQAT KAB BADALTI HAI,
MOHABBAT ZINDA REHTI HAI,
MOHABBAT KAB BADALTI HAI,
TUMHEN JO YAAD RAKHA HAI,
YEH HI APNI Mohabbat haI,
JO PATHAR PAR LIKHI JAAYE,
WO IBAARAT KAB BADALTI HAI,
KALI KA PHOOL BANNA OR BIKHAR JAANA MUQADDAR HAI,
YE HI QANOON-E-FITRAT HAI,
YEH FITRAT KAB BADALTI HAI,
JO DIL PE NAQSH KAR JAAYE OR AANKHON ME SIMAT AAYE,
ALAAMAT HAI YEH CHAHAT KI OR CHAHAT KAB BADALTI HAI,…….?????
ALLAH AAP KI HIFAAZAT KARE ( AAMEEN
Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni Mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->
WOH MUJH SEY YEH NAHIN KEHTA USEY MUJH SEY Mohabbat haI
MAGER WOH AAJ KAL AIK JANOON KI ZID MAIN REHTA HAI
AJAB AIK BEKHUDI HAI, JO USEY BECHAIN RAKHTI HAI
WOH MUJH SEY BAAT KARTA HAI....
BOHAT HI AAM SI, MOSAM KI,
LOGON KI MEHAZ DUNIYA KI RASMMI SI
SAMJHTA HAI MAIN US KI AAM SI BATON KO BUSS "YUNHI" SAMJHTI HOON
WOH JAB TUK PAA NAHIN LETA SAMJH NAHIN LETA,
JAB TUK...!!! K MAIN BHI GAMZAN HOON KHAMOSHI SE US K RAASTEY PER
MAIN BHI JAGTI HOON...SOCHTI HOON RAAT BHER US KO
MAGER US SEY NAHIN KEHTI...!!! "MUJHEY US SE Mohabbat haI"
MOHABBAT aankh main palta wo pur-israr jazba
Jise ab tak koi nai samajh paya
Na iski koi surat hai
Na iska koi paimana
Dhake alafz main iska bohat izhar hota hai
Kuch aise hi k jaise ab
"Tah-e-dil"se hum dono iqrar karte hain
Magar phir bhi na jane kyun
Tmhen zid hai k men kehdun
Mujhe zid hai k tm kehdo
Mujhe tum se Mohabbat hai
Kaho mujh se Mohabbat hai......
Tmhen zid hai k main kehdun
Mujhe zid hai k tum kehdo
Mujhe tumse Mohabbat hai
Kaho mujhse Mohabbat hai
Nahi ye jante dono
MOHABBAT kab mohtaj hai lafzon ki,baton ki
MOHABBAT tou humari dharkano k saz men shamil
Sureeley geeton ki manind
MOHABBAT yaad ki devi
Jo tanha raat ko aksar ati he ankhon main
MOHABBAT muskurahat hai haseen nazuk se honton main
MOHABBAT sandli hathon ki nazuk larzishion main hai
MOHABBAT soch ki gehraiyo''n se phot''ti khushbu
Hamesha sath rehti hai
Zindagi se sabhi ko Mohabbat hai,par zindagi kisiki mehboob nahi
banti,tamanna leker jeete hain sab log,magar har tamanna TAQDIR nahi
banti...
Kisi nazuk se lamhay main..

Kisi din shaam se pehle...

Agar main chupke se tere kaanon main yeh keh doon...

Ke mujhe tumse Mohabbat hai...

To tum naraz mat hona...

Faqat itna tum karna...

Mujhe baahon main le ke tum...

Meri aankhon main aankhain dal kar...

Mere baalon ko sehla kar...

Bas itna keh dena...



TUM PYAR ke laayaq nahin...
Raat hogi to chand bhi duhai dega
khwabo me tumhe vo chehra dikhai dega
ye Mohabbat hai Zara soch ke kerna
ke ansoo bi gira to sunai dega
saanwli si magar khoobsurat hai wo,

meri zindagi or Mohabbat hai wo,

jise barso tarasha khawabo may maine,

khawabo se behtar haqiqat hai wo,

dekhon tou bas dekhte reh jaon,

chho lon tou ek kyamat hai wo,

ye gazal nahi meri dastan hai doston,

meri kamzori hai wo meri taqat hai wo.......