Matam SMS Messages20 messages

DUKHTY DILON KE SADA Matam-E-HUSSAIN(as)….

YANI KHIRAJ-E-SEEL-E-WAFA Matam-E-HUSSAIN(as)

ME SOACH HE RAHA THA ILAJ-E-GUM-E-HIYAAT….

BE SAKHTA KISI NY KAHA Matam-E-HUSSAIN(as),..
Kashmir Day

Wadi Ma Bichi Ha Saf_E_Matam Ab Tk

Zulm-O-Sitm-O-Choor Nhi Km Ab Tk

Uf Sbzah O Gul Ma Ya Lpakte Shulay

Kashmir Ki Jannat Ha Jahanum Ab Tk.
Na mit saka hay na mit sakay ga

sada HUSSAIN (a-s)
tera ye Matam
Gali gali Main Usi Ka Parcham
Usi Ka Sajda Jabeen Jabeen hey
Qadam Qadam Pey Sabeel Us Ki
Nazar Nazar Main Wohi Makeen Hai
Hawa Hawa Main Usi Kay Nohay
Wohi Tasveer Khla Nasheen hey
Usi Ka Matam hey Aag Per Bhi
Usi Ka Gham Khuld Ka Ameen Hai
Falak Falak Pay Lahoo Usi Ka
Usi Ki Majlis Zameen Zameen Hai
Hussainiat Ko Mitanay Walo
Hussainiat Ab Kahan Nahee HAi
Taqat-e-Matam-e-Shabbir say la ilm hay tu,,
Yai woh jadu hay jo aag per bhi chal jata hay,,
Jis dum kartay hain mawali aag per Matam,,
Un ko kuch nahi hota aur tu jal jata hay..
Woh Jo Rangeen Hua Khoon-e-Shabbir(a) Say
Aasmaan Se Bhe Uncha Woh Parcham Karo
Karbala Say Yehi Aarahi Hay Sada
Zindagi Chahtay Ho To Matam Karo
ALI (A.S) ka naara sada lagana
jihad e akbar say kum nahi hain
hamaray seenay per daag-e-Matam
nishan-e-haider say kum nahi hain
Barasti Barish Ko Dekh Ke Yeh Ihsas Hota Hai
Gham_Hussain Main Yeh Bi GhamGheen Hota Hai
Yeh Badlon Ka Gharjna Yeh Bijli Ka Chamakna
Yeh Zor_e_Matam main aur Betaab hota hai
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga Matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Mehshar main bhi anmol aqeeday k iwaz hum

bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

Jannat main bhi Shabbir teray gham ki qasam hai

Matam na karain hum, tou azadar na kehna
Saans leta hoon tu Jannat ki hawa ati hai,
Dil darakta hai tu Matam ki sada ati hai,
Qabar mein boolein gay Malak-ul-Maut kia tu uthata tha Alam ?
Teri maeyat se tu khushboo Wafa aati hai..
Kehtay hain barey fakhr say hum ghum nhn kartey
Matam ki sada suntay hyn Matam nhn kartay
Woh log bhaala samjheyn gay kya raaz e shahadat
Jo eid to kartay hain muharrum nhn kartey
Kyun aap ka dil jalta hy kyun jalta hy seenaa
Hum aap k seenay par to Matam nhn kartey
Aajiz yehi mashoor haqiaqat hy jahan me
Qatil kabhi maqtool ka Matam nhn kartaay