Main SMS Messages3698 messages

q kehtay hain log k sohbat ka asar parrta hai.

mohsin

Main to bewafaon ki mehfil mein reh kar bhi wafaaen nibhata raha..!!
uski yadon me doob jata hun.
khud ko tanha kbi jo pata hun.

qatra qatra wajood se le kr.
khwahishon ko lahu piktata hun.

log khushiyan tajash karte hyn.
Main to gham b khareed lata hun.

aj kal hy mizaj e dil barham.
rona chahun to muskrata hun.

roz kehta hun bhool jaon usay.
roz ye baat bhool jata hun!
pahly pahal usy logon Main mahboob bulana.
amir
jub wo tara na hua tu use logon Main badnaam krna..

afsoos...
Intezar Hota hai har Sham tera
Her raat kati hai le Kar Naam Tera
kafi Dino Se Dil Main Ek Umeed Hai
Kabhi Tou Ayega Pyar Bhara Paigam Tera
apny halat say Main sulha tu kar lon lekin

muj ma ro posh jo ik shaks ha mar jay ga
jis pe phool mahkain ge,ub teri muhabat k.

dil ki wo zaMain ho tum,barishon k mosam Main.
barisho k mosam Main yadain jaag jati hain.

k her gari stati hai barishon k mosam Main.

koi zahan k johrke Main jub sada ubre.

ankhain beagh jati hain barishon k mosam Main.
ae barish tujhy aaj kis ne rula daya hai.

barasti hi ja rahi hai mere shahr Main.
wo jo raha krta tha hr lamha mere sath.
amir
ub bhi rahta hai sath mere lykn yadon Main.
woh sari baatain yaad aati hain us ko

woh subhain,
woh shaaMain

wohi zindagi ki musafatain

jinhain gin gin kay guzara kartay thay..

phir jub

haqeeqaton Main wapis lout''ta he

toh

muskura daita he,.

aur

sar jhatak kay kehta he..

pagli!!!
"Parveen Shakir"

Wada nahi krti k sath nibha paongi Main,

Sath tere umar bhr zindgi bita paongi Main,

Kya pta ab ka mosam kb rukh apna badle?

Nahi pta mujhe kb bewafa ho jaongi Main,

Door hum b nahi hona chahte tujh se,
"MAGAR"

Kya pta kb fana ho jaongi Main,

Tere liye saansen
Abhi to sath de rahi ha
husan-e-shama likhoon ya sarab likhoon,

hum dum likhoon,sathi likhoon ya khuwab likhoon,

tere sarapa-e-husn se heran hoon Main,

mehjabeen likhon,sehe rukhi likhoon,
bewafa likhoon ya hijaab likhoon,

khatam ho jata hai zakhira-e-alfaz..

dil to kehta hai teri tareef be hisab likhoon.