Phira Hun Sare Zamane
Main dar-b-dar Kaisa,
Main tere baad bhi zinda Raha magar kaisa.
Wo janta Tha ke kuch Roz wo nahin tha to
Main,
Pukarta Raha usko aedhar odhar kaisa.
Main jiske Hijr
Main Roya hun pagalon ki tarah,
Wo kal mila to hasna mere hall par kaisa.
Aziz tarr thi jise nend sham vasl
Main bhi,
Wo tere hijr
Main jaga umir bhar kaisa
Buss aik Shaks ki khatir buss aik dil ke lye,
Waatan ko chor dia diwangy
Main gher kaisa.
Kahan ki dosti''
Kaisa firaq
Kuon faraz??
Main khud ko bhol gaya hun tujhe bhol Kar kaisa...!