Maan SMS Messages455 messages

O meri jaan

Banaras ke paan

Dosti ki aan

Pyar ki taan

Hati ki kaan

Chawal ke dhaan

Mere butter naan

Maan ya na Maan

but reallly

you are a shaitaan!!!
Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai arMaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
Yaade hoti hai satane ke liye,
koi ruthta hai fir Maan jane ke liye,
dost banana koi mushkil to nahi,
bus jaan tak chali jati hai use nibhane ke liye
[email protected]
Udas mat ho Dost....
dono milkar dubara ZANZEER film banayenge...,
Tum BIG B ban jana Hum PRAN ban jayenge...,
Dono yaari hai iMaan gana gayenge...,
Agar film flop bhi ho jati hai to bilkul na ghabrana.
Dono station par chay ki dukan chalayenge.
Tum chay banana aur ham chay chay chilaye ge magar DOSTI to NIBHAYENGE.
SADA DÖÖR RAHO
GHAM KI
PARCHHAIYON
SE.,
SAAMNA
NA HO KABHI
TANHAIYON
SE.,
HER
ARMaan
HER KHUWAB
POORA HO
AAPKA.,
YEHI
DUA HAY
DIL KI
GEHRAIYON SE..,
Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.

Ab kahan se kama k khilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o saMaan.

Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.

Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?

(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops burned out last nite...
Kehty hai agar kisi mulk ki awam

IMaandar Ho,
Zaheen Ho.

To..

Us mulk ka sadar or Vazeer-e-aazam bhi wesa hota hai,

Agar awam be-waqoof ho to,

Hukomat Us Awam ki bewakoofi se faida uthati hai,

Kya Hum Be-Waqoof Hai?
Mah-E-Rabiun-Noor (S.A.W) Mubarak

Ya Allah
Is Chand Ko Hum Per Barkat Ke Sath
Aur
EMaan O Salamti Aur
Islam Aur
Is Cheez Ki Toufeeq Ke Sath Nikal
Jis Se Tu Razi Hota Hai
Aur
Pasand Farmata Hai

Ae Pehli Raat Ke Chand

Mera Aur Tera Rab
Allah Az-O-Jal Hai''
Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye GuMaan

Paani Phirta Hai Talash-e-Hussain Main . . .
Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi Zameen
Aya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN Ka.!!

Phir Chand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh Dekh
Hota Hai AasMaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka.!!
Dehleez-e-Pajetan se khushi ki naveed lo
Khuld-e-bareen k dar se sunehri khaleed lo
logon dar-e-batool se jannat na Maango
BEHLOOL bechta hai usi se kharid lo.