Khush SMS Messages904 messages

Ek ladke
ne ek ladki
ko prapose
kiya to ladki
ne uske praposel
ko thukra
diya.Uska
dost ye sab
dekh raha tha
aur dusre din
use Khush
dekh kar
usase puchhata
hai tum to khus
nazar aarahe
ho jabki ladki
ne to tumhare
praposel ko
thukara diya,
kya tum udas
nahi ho ?
to wo ladka
kahta hai
mai udas kyu
rahu wo bhi
uske liye jo
mujhse pyar nahi
karti,jabki
mai janta hu
ki maine use
khoya hai
jo mujhse par
nahi karti
udas to use
hona chahiye
tha ki usne
use kho diya
jo use sachcha
pyar karta tha.
RAHUL
"PHOOL"
Khushboo k liye

"PIYAR"
Nibhany k liye

"AANKHEIN"
Din churany k liye

Or yeh Msg Ap Ko

"MERI YAAD"
Dilany k like.!
Wo to AMBER hai,Isay apnay anchal pay Chand sajany ka haq hai,
Me tu fakat Khushbo ho,Khushbo ka mokadar tu'' azal se bikhar jana he likha hai.
ROSHNI" kab kam hui pata na chala. "KhushI"kab gum hui pata na chala. Tumhari "YAAD" me khoye kuch is tarah. "AANKH" kab nam hui pata na chala...

Ay dost
Meray ikhtiyaar mein hota agar
Tu mein chand ka noor sara saba ki sari thandak
Phulon Ki Khusho sari titliyon k saray rung
“TERAY NAM KAR DETA”
apni mohabat ki sari
pakieezgi apni duaaon k saray
rukh apni Khushyon k
saray lamhay apni kismat
k saray sukh
TERAY DIL MEIN BHAR DETA
Khuda na kare app ko koi gham mile
app ko Khushyain hi Khushyain har dum mile
agar kabhi aye app ki zindagi mein koi gham
tou dua hai KHUDA say woh ghum app say pehlay mujh ko mile
Tum Bin Guzar To Jayegi Zindigi
Per Main Jee Na Paaoongi Tum Bin
Hazaroon Sitaron Ki Bheer Main Bhi Dekho
Yeh Chaand Kitna Tanha Hai Tum Bin
Rahon Kahin Bhi, Kisi Kay Sath Bhi
Per Main Hamaisha Udaas Hoon Tum Bin
Maana Chiragon Ki Roshni Main Hoon Main
Per Meri Zindagi Main Andhaira Hai Tum Bin
Baharon Ka Mousam To Hai Gulshanon Main
Per Pholoon Main Khushboo Nahi Hai Tum Bin
Iss Hansi Ke Kehkahon Main Dekhoo
Mera Dil Ro Raha Hai Tum Bin
Mera Sub Kuch To Tum Ho
Main To Kuch Bhi Nahi Hoon Tum Bin
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki Khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi
Aye mera janaza uthane waalo

dekhna koi bewafa paas na ho.

Agar ho to us se kehna

aaj to Khushi ka mauka hai,

udaas na ho
na jeene ki Khushi na marne ka gam
gam hai to apse na milne ka gam
jeete hai is aas par kabhi aap humare kehlayenge
marte nahi isliye ki aap akele reh jayenge
jism hun mein per
mujhmein koi jaan nahi

dil to hai paas per
ab ismein koi armaan nahi

chin gayi jo Khushiyaan
to rahi koi iccha baki nahi

chala gaya jo ik baar
phir wo lauta wapis nahi

cha gaya jo uska khumaar
chahat bhi ab koi baki nahi

kho diya jo pyar ik baar
mila wo phir dubara nahi

kaash! mil jata wo mujhe
to usay jane kabhi deti nahi

jism hun mein per
mujhmein koi jaan nahi
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
Khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay