Izhar SMS Messages61 messages

Kuch Dur Hamare Sath Chalo
Hum Dil Ki Kahani Keh Dain Ge
Samjhe Na Jise Tum Ankhon Se
Woh Bat Zubani Keh Dain Ge
Pholun Ki Tarah Jab Hounton Pe
Ek Shokh Tabassum Bikhre Ga
Dheere Se Tumhare Kanoun Mein
Ek Baat Purani Keh Dain Ge
Izhare-E-Wafa Tum Kia Jano
Iqrar-E-Wafa Tum Kia Jano
Hum Zikr Karain Ge Ghairun Ka
Aur Apni Kahani Keh Dain Ge
agar har dil pyar karta hai to log issey burra kyun samjhatey hein?
Agar pyar mein taqat hoti hai to log Izhar sey kyun dartey hein.
Agar pyar k koi mazhab naheen hota to log mehboob ko sirf apna kyun kehtey hein?

Reply Guys.
Kaho ab kia kahun tmse?

btao kia likhon tmko?

mjy tamheed do koi,mjy umeed do koi!

naya ik lafz ho koi !jahan se baat chal nikle,

meri mushkil ka hul nikle !Batao lehja kaisa ho?

K tumse baat krni hay,Muje thora ujala do !

baser ik raat krni hay,

tm apni roshan ankho koagr kholo tu me likhon,

kaho ab kia irada hay?

mjy Izhar krna hay k betabi ziada hay.
Khul kar Izhare mohubat meri fitrat na thi.Wo samjhte rahe humain unse mohubat na thi arzo apni sari dil ma rehgai hum bhi majbor the kuch unko bi fursat na the
jakham itne gehre hai Izhar kya karen,
Hum khud nisana ban gaye hai waar kya karen,
mar gaye hum magar khuli rahi aakhe,
ab is se jyada unka intjaar kya karen
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,

Izhar e ishq to khwahish ban jaati hai,

HAI agar ishq to aankho mein dekho,

ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
muhabbat jhoot lagti hay mujhay
ik khookhla jazba
jisay Izhar ki her waqt khuwahish hoo
kahay janay ki
sunanay ki
jisay her pal zaroorat hoo
"mujhay tum say muhabbat hay"
na janay rooz kitnay loog
is jumlay ko sunnnay k liyay baidar hotay hain
ye aisa jhoot hay jis ka sehr
sadioo''n say tari hay
magar janaa''n
muhabbat jab kabhi izhaar ko tersay
koi tum say ager kahday
"mujhay tum say muhabbat hay"
to us ki baat mat sunnana

muhabbat rooh say phootay
muhabbat aks ban jaye
to phir tum ko yaqee''n aye
k main nay sach kaha tum say
muhabbat rooh ban jaye
to phir us ka yaqee''n kerna
wagerna aik jumla koi kitni baar duhraaye
kahay jayee

nahi sunnuna
muhabbat jhoot hay janaa''n
ager izhaar ki is ko zaroorat hoo
Main lafzon mai kuch bhi Izhar nahi karta
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta

chahata hoon main tujhe aaj bhi par
teri soch mei apna waqt bekar nahi karta

tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta

jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
tere liye khuda se taqraar nahi karta

par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
Hum apne pyar ka Izhar isliye nhi karte hain

kyunk hum ap ki HAAN ya NA se darte hain.

Agar ap ne ker di HAAN tu khushi se maar jain gay.

Agar ap ne ker di NA tu ro ro ke mar jain gay

Baat yeah nhi ke hum apni maut se darte hain

humari maut per na beh jain ap ke aanso

hum un do ansoun ki qadar karte hain
KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon mAin,

BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn mAin..


WaqiF tErE sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR TAMASHA bAnAo mAin..


NaFrAt kA eK bAr Izhar To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..


HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,

Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN mAin..


GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,

PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON mAin.../
Sham ne lipat kar pyar ka Izhar kiya,
Chandani ne bikharkar Yaar ka satkar kiya.
Main khada bas dekhta raha Roop ki jalti agan,
Dil lagi ne Dilkashi se waqt ko guljar kiya.
lakh caha karun Izhar - e - tamanna lekin
aake honton pe hi alfaaz ne dumm tor diya
paoon to utthe kaii bar tumhari janib
saath himmat ne magar raah mein hi chor diya