Guzri SMS Messages46 messages

Umar Guzri hai ''mohsin'' ki talaash-e-mohsin mey

umar beet gai per ''mohsin'' ko koi ''mohsin''na mila/
Guzri hui zndgi ko kbi yad na kr

Taqdir me jo nhi likha uski faryad na kr

Jo hoga woh hokar hi rahega

Tu kal ki fikr me aj ki hansi barbad na kr.
Pthan rail ki patri pe leta tha.

Dost ne kaha kya kr rahy ho?

Rail Guzri to mr jao ge.

Pthan: Abi upar se jahaz guzra, kuch ni hua,
Rail kya cheez hy..?
Aaj teri galiyon se Guzri ha myat meri "Faraz"...

Dekh m
y k baad b hm ne rasta nhi bdla.
Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho

Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho

Bandaparwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho

Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho

Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho

Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar’
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.
Guzri hui zindagi ko kabhi yad na kar,
Taqder mein jo nahen likha uski faryad na kar,
Jo hoga wo hokar hi rahe ga,
Tu paper ki fiqar mein World Cup barbad na kar:::::
Parwardigar
Suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar Gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal
taa-umr

yu hi hum jehmat uthate hain
chand akshar gungunate hain
ve batate hain raah duniya ko
apni galiyon ko bhul jaate hain
lete parwaaz ab nahi naayir
sirf parr apne fadfadate hain
paanv apne hi uth nahi paate
vo humhe har lamha bulate hain
aap kehte hain likha kya humne
aur hum hain ki muskurate hain
jinko dariya dubo nahi paaya
ek chullu bhar mein dhoob jaate hain
uske hothon ki maye kabhi pi thi
umr Guzri hai ladkhadate hain
ek tasveer ka sahara le
apni tanhayiaan bitate hain
Sardr apni shadi ki 1st night room main enter hoa tu light chli gai

Sardr g sari rat darwzy pe kharay rhy
Suba dost nay poocha: sunao sardar g raat ksi Guzri?

Sardr: ki dasan sari rat bijli udek da rea wan
K bijli aey te light bujha k kundi lavan... ;->
Guzri hoi Zindagi ko kabhi Yaad na ker* Taqdeer mai jo likha hai uski Fariyaad na ker* Jo hona hai wo ho ker rahega* Tuu Fikar mai apni hansi barbaad na ker
Teri yaad main bohat pegham likhte hain,

Teri yaad main Guzri wo shaam likhte hain,

Wo qalam bhi tera deewana ho jata hai,

Jis se hum tera naam likhte hain.
Kuch ajab rang se Guzri hai zindgi apni,

Dilon pe raj kia or muhabton se mehrom rahe,

Hum wafa kr k b ban gaye mujrim,

Wo daga de k b masoom rahe...