Boor SMS Messages72 messages

Behis hain ya log wafa soch k karna.
Hum jaise wafa darun ko khafa soch k karna.
Gul shakh se bichre to kahin ka nai rahta.
Tum zaat meri khud se juda soch k karna.
Hum majBoor sahi par tujhe se kbi daga baz na hun ge.
Jb bi karo hum se gila soch k karna.
Ik bar jo rothe to mana tum tum na sako ge.
Be loss faqerun se jafa soch k karna.
Hum Apne aap Per Garoor nahi karte.
Kisi ko pyar karne pe majBoor nahi karte.

Magar jise aik baar dil main basa lain.
Phir marte dam tak ussy dil se dour nahi karte.
jisey dil diya wo dili chali gai

jisey piar kia wo poona chali gai

jisey ishq kia wo itly chali gai

majBoor hoker socha

khudkushi ker loon

per bijli ko haath lagaya to bijli chali gai.
''Beautiful Advice
Ager Dukhon Ka Darya UBoor Karna Hai To Ansoun Ko Jazb Karne Ka Tareeqa Seekho

======
Duniya Ko Jeetna Chahte Ho To Awaz Main Narmi Paida Karo''
1 Boorhi orat ne 100 police walon ki dawat ki

Police officer: Amma G ye khana kis khushi me khilaya?

Amma: Main mannat mani c k mera ghar ban jaega te main 100 haram_dyan nu roti khwawan gi
Es lai tawanu roti khawai

Police officer hans K bola Amma aina takaluf Q kita

Wapda wala 1 hi sad lena C .. . .
Mian Roz Gunah Krta Hun...
Wh Chupata Hai Apni REHMATON Say.....
.
.
.
.
Main MajBoor Apni Aadat Say...
Wh MAshoor Apni REHMAT Say
Asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
mar jay to jeny ke dua dati hai dunia

hum kon say momin thay jo ilzam na shaty
pathar ko bagwaan bana dati hai dunia

karo na naaz hatoo ke lakiro pay itna faqiroo
hathoo ke lakiro ko mita dati hai dunia

ya zakham mohbat ka hai dekhana na kese ko yaroo
la k sary bazaar saja dati hai ya dunia

marny k liya karti hai majBoor to lakin
jeeny k tarqy sikha dati hai ya dunia
asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
* Jis din tum hamain Boorha dekho sabar karna aur humain samjhany ke koshish nahe karna.

* Jab hum koe baat bhool jayen tu hum par tanz na karna aur apna bachpan yaad karna.

* Jab hum borhey hokar chall na saken tu humara sahara ban na aur apna phela qadam yaad karna.

* Jab hum beemar hon tu wo din yaad kar k hum pa paisy kharch karna, jab hum tmhari khawishen puri karny k liye apni khawishen qurban karty thy.
Dil to chahta hai k aapse milen magar Faaslon ki majBoori hai,

Hum to sada aapke sath hein sirf nazron ki doori hai.
0300
(Mein Tmhain Bachpan Se Chahta Hun)

0301
(Tum Se Shaadi Krna Meri MajBoori Thi):-(

0333
(Tum Mere Ghar Walo Ki Pasand Ho)
Ooops
0334
(I Promis U Mai Tmhari Ankhon Mein Kbi Aanso Ane Nahi Dunga)

0345
(I Realy Love U)

0346
(You R My 2nd Wife)

0322
(Tum Dunia Kee Sb Se Khubsurat Larki Ho)

0321
(I Dont Love U)

0314
(Tum Mere Khuwabo Ki Tabeer Ho)

0313
(Pata Nhi Meri Maa Ko Tum Ma Kya Nazar Aaya)
Waldai''n ki Faryaad Aulaad k Naam

Jis Din Tum Humei''n Boorha Dekho

Sabr Krna
Aur
Humei''n Samajhney ki Koshish Krna

Jab Hum Khaatey Huey Gandagi Kare''n
Aur
Apne Gandey Kapre Badal Na Sake''n Tou
Wo Waqt Yaad Krna
Jab Hum Tumhary Gandey Kaprey Badalty Thay.

Jab Hum Koi Baat Bhuul Jaye''n Tou Hum Pr Tanz Na Krna Aur
Apna Bachpan Yaad Krna.

Jab Hum Boorhey Ho kr Chal Na Paye''n Tou Humara Sahara Ban''na
Aur
Apna Pehla Qadam Yaad Krna.... !!
deepak mein agar noor na hota

tanha dil youn majBoor na hota

mein app ko
"EID MUBARAK"
kehne zaroor ata

agar app ka ghar itna door na hota
"EID MUBARAK"