Baat to SMS Messages24 messages

Kamal ka shakhs tha jisne meri zindgi tabah kar di GHALIB
Raaz ki Baat to ye hai k dil us se khafa ab bhi nahi hai
Us ne honton se choo kar pani ko gulabi kardiya

Hamari Baat to or thi ae Faraz

Usne Machliyon ko bhi Sharabi Kar Diya.........
dooriyon se fark nahi padta,
Baat to dilon ki nazdikion se hoti hai,
Dosti aap jaise kuchh khaas logo se hai,
varna mulaqat to roj janae kitno se hoti hai

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi
ghalat fehmi bhi na rehti
jo apnay dil mein choti si
khalish hai khatm hojati
bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai
jo is jevan ka hasil hai to bus uski mohabat hai
bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain
sabhi qisay puranay hain
main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota
mohabat karnay walon mein
ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota
main har ik baat keh deta
khalish bhi dur hojati
main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta
woh agay hath to karta
wo mujh say Baat to karta
Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi

Tum Kisi Aur Ko Chahoge, To Mushkil Hogi

Ab Ager Mele Nahi Hai To Judai Bhi Nahi

Baat todi Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi

Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye

Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi

Mere Dil Ko Na Saraaho, To Koi Baat Nahi

Ghair K Dil Ko Sarahoge, To Mushkil Hogi
Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi

Tum Kisi Aur Ko Chaho Gay, To Mushkil Hogi


Ab Ager Meail Nahi Hai To Judayi Bhi Nahi

Baat tori Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi

Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye

Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi

Meray Dil Ko Na Saraaho, To Koi Baat Nahi

Ghair K Dil Ko Saraho Gay, To Mushkil Hogi
kuu-ba-kuu phail gaii baat shanaasaaii kii
us ne Khushbuu kii tarah merii paziiraaii kii

kaise keh doun k mujhe chhor diyaa hai us ne
Baat to sach hai magar baat hai rusvaaii kii

vo kahiin bhii gayaa lautaa to mere paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mere harajaaii kii

teraa pahaluu tere dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzare na qayaamat shab-e-tanhaaii kii

us ne jalatii huii peshaanii pe jo haath rakhaa
ruuh tak aa gaii taasiir masiihaaii kii

Bheed Main Ek Ajnabi Ka Saamna Acha Laga
Sab Se Chup Ker Wo Kisi Ka Dekhna acha Laga


Surmayi Aankhon K Neeche Phool Se Khilne Lage
Kehte Kehte Wo Kisi Ka Sochna Acha Laga

Baat tou Kuch Bhi Na Thi Magar Uska Ek Dum
Haath Ko Honton Pee Rakh Ker Rokna Acha Laga

Dil Main Kitne Ehad Bandhey Thay Bhulaane K Liye
Wo Mila Tou Saare Iraade Todna Acha Laga

Is Adoo-e-Jaan Ko Kaise Main Bura Kahoon
Jab Bhi Aaya Saamne Wo Bewafa Acha Laga
YE MUMKIN HAI HAMAREY DERMIYAN KOI
GHALAT FEHMI BHI NAHEE REHTI
JO APNY DIL MEIN CHOOTI SI KHALISH HAI
KHATAM HO JATI
BATA DETI KY MUJH KO AAJ BHI
USS KI ZARORAT HAI
JO IS JEEWAN KA HASIL HAI
TOH BAS USKI MUHABBAT HAI
BATA DETI KY LOGO KI
SAB HE BAATAIN FASANEY HAIN
SAB HE QISSEY PURANY HAIN
MAIN KEH DETI ZARA SI BAAT PER
YUN ROOTHNA ACHA NAHEE HOTA
MUHABBAT KERNY WALON MEIN
GHALAT FEHMI TOH HOTI HAI
MAGAR JHAGRA NAHEE HOTA
MAIN HER AIK BAAT KEH DETI
KHALISH BHI DOOR HO JATI
MAIN USKA HATH PAKREY YUN HE
USKI HUM QADAM REHTI
WOH AAGEY HATH TOH KERTA
WOH MUJH SY Baat toH KERTA
baat Be Baat toot jAta hAi


Dil B KachA makaan hAi shAyed
Ek shararat kertay hain

Aao mohabbat kertay hain

Hansti aankhoun se keh do

Dareya hijrat kertay hain

Kuch dil aisay hain jin per

Hum b hakumat kertay hain

Koi Baat to hai mujh main

Dushman b izzat kertay hain

Zinda rehna hai dushwaar

Acha.. to himmat kertay hain

Waisay hotay nahee hain log

Jaisi chahat kertay hain

Aksar apnay aap se hum

Teri shikayat kertay hain
Tum Mosam Mosam Lagty Ho,
Jo Pal Pal Rung Badlty Ho,
Tum Sawan Sawan Lagty Ho
Jo Sadiyon Bad Barsty Ho,
Tum Sapna Sapna Lagty Ho
Jo Mujh Ko Kam Kam Dikthy Ho,
Tum Pal Pal Mujh Se Larty Ho
Phr B Achy Lagty Ho
Baat to Hai Sharmele C.
Par Kehny Ko Dil Chahta Hai
Lo Aj Tumen Ye Keh Dala
Tum Apny Apny Lagty Ho