Allama SMS Messages20 messages

Neend aur susti hamare Dushman hain.(Allam Iqbal)

Hamain apny Dushman se bhi pyar kerna chahiye.(Quaid-e-Azam)

Ab batao benda BABA ki Maney ya CHACHA ki...!!!
dillo ki emarato main kai bandagi nahi pather ki masjido main khoda dhondhtay hain log
Suba ko baagh me shabnam parti hae faqat is liye...!!
.
.
.
.
K ptta ptta kare zikar Khuda ka ba-wuzu ho kr...!!

(Allama IQBAL)
Parwardigar
Suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar Gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal
Ye Keh Ker Farishto''n Se
JANNAT Mein Chala Jao''n Ga

HUSSAIN (r.a) k Qadmo''n k
Nishaan Dhoond Raha Hoon

~ Allama Iqbal ~
Masjid Ki Safon Say Kabhi Maqtal Ki Taraf Dekh,,

Touheed Tujhe "HUSSAIN" (A.S) K Sajday Say Milay Gi..

("Allama IQBAL")
Baroz-e-Hashar me
be-khof
ghuss jaon ga JANNAT mein,

Wahin sy aaey thy "AADAM" wo mery baap ka ghar hy.

(Allama IQBAL)
Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga
1 Shair Allama IQBAL ka aap ki Nazar...

"Pewasta-e-Shajar se Umeed-e-Bahar Rakh..



Bachay 3 he Achay, Biviyaan to Beshak 4 Rakh :-)
What is common between Allama Iqbal, Gaandhi and Qaid-a-Aazam???

.



Sardar replied:






"All were born on Government Holidays".
''Film k poster k uper kisi peer k urras ka poster lag gaya dono thory phat gay or txt ye ban gaya
1 ticket me 2 mazy movie k bad langer b hoga Hazrat Allama MOlana Gujjar Badmash Sultan Rahi k ful action khawaten k liye pardy ka khas intazam Nargis k dill fareb raqs me shariq ho k sawab-e-daren hasil karen!''
''After the Announcement the final result of class, father asked his son.
Father: Beta Tumhara result Kesa Raha?
Son: Abbu, Teacher ne kaha ke Zyada tar bachay fail hain.
Father: Beta Aapka Result kiya Aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo Dr uncle hai na unka beta bhi Fail ho gaya hai.
Fathar: Tumhara Result Kiya aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo mera Dost hai na jiske Papa Engineer hain na, woh bhi fai ho gaya hai.
Father: Abay Tu bata, Tera result Kiya aaya hai.
Son: Mai kiya Allama ki Aulaad hon jo pass ho jaonga.''