Hoonto pe mohabat ke fasane nahi
Aaty
saahil pe samundar ke hazane nahi
Aaty
palkein bi chamak uthi hein sote hi hamari
aankho ko abhi khawab chupane nahi
Aaty
dil ujri hain ik saraye ki terha hain
ab loogh yahan raat jagane nahi
Aaty
yaaro naye mousam ne yeh ahsaan kiye hein
ab yaad samje derd porane nahi aate
urdny do abhi parindo ko shoh hawa mein
phir lout ke bachpan ke zamane nahi
Aaty
is shehar ke badal teri zulfon ki terha hein
yeh aag lagate hein per bojane nahi
Aaty
ahbaab bi gharon ki terha ada seekh gaye hein
Aaty hein magar dil ko dukhane nahi
Aaty…