Aansu SMS Messages151 messages

Apni jindagi main mujhe sharik samjna,

Koi gam aaye to karib samjna,

De denge muskrahat Aansuon k badle me,

bas hazaron DOSTO me thoda aziz samjhna
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
Dost 1 PIYAZ ki Tarah Hai.



uska 1/1 Parda Doosre k 7 Mohabat Se jura Hota Hai.


Agar Usko kaatoge To Aansu k siwa Kuch Nahi Niklega
Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"JAAN" Deti Hy

Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"MUSKAAN" Deti Hy

Asli Dosti Tou Wo Hoti
Hy

Jo Paani Main Gira
"AansuU" Bhi
Pehchaan Leti Hy
Ek Din Humare Aansu Hum Se Pooch Bethe
''''Humain Roz Roz Kyun Bulate Ho ? ''''
Hum Ne Kaha
''''Hum Naam-e-Hussain Lete HYn . . . Tum Khud Hii Chale Aate Ho''''
zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
magar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada Aansu bahaye ga
kal raat sapne ne,
teri tasveer bana dali…
DIL ko itni achi lagi
ke sene se lagi dali..
kisi ki nazar na lag jay…Aansuon se mita dali…
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek Aansu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
gaalo pe Aansuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdeer ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
gaalo pe Aansuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdeer ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
gaalo pe Aansuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdir ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
Mayu
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne Aansuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”