hasna SMS Messages21 messages

Phira Hun Sare Zamane main dar-b-dar Kaisa,
Main tere baad bhi zinda Raha magar kaisa.

Wo janta Tha ke kuch Roz wo nahin tha to main,
Pukarta Raha usko aedhar odhar kaisa.

Main jiske Hijr main Roya hun pagalon ki tarah,
Wo kal mila to hasna mere hall par kaisa.

Aziz tarr thi jise nend sham vasl main bhi,
Wo tere hijr main jaga umir bhar kaisa


Buss aik Shaks ki khatir buss aik dil ke lye,
Waatan ko chor dia diwangy main gher kaisa.

Kahan ki dosti''
Kaisa firaq
Kuon faraz??

Main khud ko bhol gaya hun tujhe bhol Kar kaisa...!
sabab rony ka wo poochain to bs itna keh dena,

mujhy hasna nahi aata jahaan par tum nahi hotay..
Ab kyun oss din ki fiker kero,
jab dil tokray tokray hojaiga,
or saray gham mit jaingay,
tum khof o khatar say der guzer kero,
jo hona hay so hona hay,
hasna hay tou hasna hay,
ger rona hay tou rona hay,
tum apni kerni ker guzero,
jo hoga dekha jaiga.
Mehfil me hasna to mera mizaz ban gaya,
tanhai me rona ek raaz ban gaya.
Dil ke dard ko chere se zahir na hone diya,
yahi zindagi jine ka andaz ban gaya.
''Ata Hy Mujh Ko Yad Wo School Ka Zamana…..
Wo Harami Pan Ki Batain….
Wo Bachiyan Phasana….
Wo hasna Hasana….
Wo Canteen K Lala Ko Chutiya Banana….
Teachrz Ki Hatana…
Wo Punishment Milna…..
Wo Tully Mar K Murghiyan Churana….
Wo Exams Ki Ratto Main Suttey Lagana…..
Wo Tention Ko Film Dekh K Urrana Or Pharrey Bana K Undrwere Main Chupana Na…..
Ab Wo Din Hy Na Wo Ratain Na Bachiyan Na Mulaqatain
Agr Kch Hy Tu Bs….
.
.
Yadain Hi Yadain.
Bolna tusi V nahi Bulana Aisi V Nai
Hasana tusi V nai hasna Asi V nai
Ana tusi V nai Bulana Asi V nai
Sms Karna tusi V nbahi Tay chhadna asi V nai
Aata Hy Yaad Humain Double Sawari Ka Zamana,
Wo Apni Bike Ko Chamkana,
Wo Kaminapan Krna,
Wo Coaching K Samne Villi Lagana,
Wo Bachiyan Phansana,
Wo hasna Hasana,
Wo C-View Jana,
Wo Baot Basin Per Raja Sahab Ka Pan Khana Aur Sutte Lagana,
Wo Logo Ki Hatana,
Wo Tulley Ko Cherh Kar Bike Bhagana
Burns Road Jana,
Wo Roll Point K Roll Khana,
Wo Paise Urana,
Na Wo Din Hain
Na Ratain,
Agar Kuch Hy To Bus Yaadein He Yaadein... ;->

Aata Hy Yaad Humain Double Sawari Ka Zamana,
Wo Apni Bike Ko Chamkana,
Wo Kaminapan Krna,
Wo Coaching K Samne Villi Lagana,
Wo Bachiyan Phansana,
Wo hasna Hasana,
Wo C-View Jana,
Wo Baot Basin Per Raja Sahab Ka Pan Khana Aur Sutte Lagana,
Wo Logo Ki Hatana,
Wo Tulley Ko Cherh Kar Bike Bhagana
Burns Road Jana,
Wo Roll Point K Roll Khana,
Wo Paise Urana,
Na Wo Din Hain
Na Ratain,
Agar Kuch Hy To Bus Yaadein He Yaadein... ;->


Teacher:

"Qarz-e-Hasna kisay kehte hain"?


Pathan:

"Jab Qarz denay wala paise wapis mangay, aur qarz Lene wala HANS day, to usay Qarz-e-Hasna kehte hen"!