Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.
If dentists make films,?the names will be -
*Daant ho na ho
*Jaanam brush karo
*Aa ab clean karen
*Kabhi teeth kabhi gum
*Humara daant aapke paas hai!:-)