Experiencd Man Says:

Experiencd Man Says:
Experiencd Man Says:

"The Real Problem

Doesnt Start Whn Boy

Starts Luking At A Girl.

It Begins, Whn She

Turns &

Looks Back At D Guy"
  

May, 17 2010     151 chars (1 sms)     2001 views       Funny

more Funny SMS Messages

''AIk Charsi Qabristan M Chars Pi Raha Tha.....


Police Aa Gayi....


To Charsi NAy Chars Chupa DI


POLICE: Kya Kar Rahe HO???


CHARSI: Kuch Nai Apne Baap K Lya Dua Kr Raha Hon....


POLICE: Ya Qabar To Kisi Bachay KI Qabar HAi......''
Ek din milla wo mujh say,

Bujha bujha sa
Jhuka jhuka sa
Udasiyoun main
Racha bassa sa ....

Jo main nay poochha..
Udaas kyon ho..?

Jhuka ke palkain ,

Chupa ke chehra ,

Laga wo kehnay ,

Ammi ne chamat mara hai... =P ;->
Shohar aur Bivi mein narazgi ki waja se baat cheet band thi,

Ek subha shohar ko zaruri kaam se jana tha to usne raat ko kagaz pe likh diya "MUJHE SUBHA 5 BAJE UTHANA "aur bivi k takiye k pas rakh diya.

Subha 8 baje utha to dekha k uske oopar boht se kagaz pare thy aur un pe likha tha "UTH JAYEN 5 BAJ GAYE HAIN"
What iS www.ORKUT.com ?

.

.

.

.

iT''s Orkut''s Son . . .

.

.

How ?

.

ChecK Out Da Top Left Corner oF Da Screen...



ORKUT BETA . . . ;->


Wife:Please bike taze na chalao
mujhey dar lag raha hay.

Sardar: Agar tujhy bhi dar lag raha hay
to meri tarah ankhein band kar lay.:P
''MERE HATHON KI LAKEERON KO DEKH KR US NE KAHA FARAZ....!

TUJHY ZINDAGI MAIN SB KUCH MILAY GA SIWAY
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
>BIJLI K<''
1 ch0te bache ne darwaza kh0la aur apni behen k BOY FRND k0 dekh kar masumiat se b0la:
Aap r0z baji se milne aajate hai, Kia apki apni baji nai hai ;-)
1 Jamadar Gutter Main Jhuk Kar Kachra Nikal Raha Tha.

1 Pathan Wahan Se Guzarte Huey Ruk Kar Bola.

Yar 2 Roti Mera B Laga Dena . . .["!"]
Sardar was traveling in train

A woman sat on his son''s berth & didn''t get up

Sardar complained to the Railway Officer

THIS LADY IS NOT GIVING BIRTH TO MY CHILD.

Suna Hai Aapki Muskurahat Pe Har Kio Marta Hai.

.
.
.

Zara Time Nikaal Kar Aana To.

.
.
.

Ek Chooha Maarna Hai. :-P


Sardar: tum pathano ne kabhi koi Qabil-e-fakhar kaam bhi kia hai?
Pathan: oye tum ko pata hi nhai hai..
Pakistan men pehla world cup kon laya?
Imran khan,

Pakistan me Atom bomb kon laya?
Dr. Qadeer khan,

World cupT-20 kon laya?
Younus khan
Or to or Pakistan bnanay wla kon tha?


Quaid-e-Azam khan ;-)



Gharaylo Totky

1-agr apko kutta kat ly to ap usy kat len.Hisab brabr
2-Dudh phut jay to sfaed dhage sy c len,Ksi ko pta nhe chlega

3-Agr apka qad chota hy tu 3,4 bar phansi lga lain agr bach gy tu bht faida hoga

4-Agr ap k bal girty hn tu tind krwa lain phr nhi girain gy.