Khan ko kisi ne bataya k jore asmano par bante hai..
Khan bazar se kapra le kar aaya 0r uper ki taraf m0un kar k bola "ya Allah ye mera jora b banade" . . . ;->
''Lab khamosh hote hain jab tum saamne aati ho,
Dil dhadakta hai jab nigaahein milaati ho,
Saans ruk jaati hai jab muskuraate ho,
Bhoot ho kya jo tum itna daraate ho.''