Eik andha aadmi Police mai bharti hone gaya..
Interview k waqt us se pocha gaya:
Ap Police mai bharthi hoker kia karen ge.?
Andha: Mai andha dhund firing karoonga ...
1 pathan ankhay band Kar k shishee k samne betha tha..
1 aadmi ne pocha khan bhai kia karrahe ho..??
Pathan bola yar hum dekhraha hai k hum sota hua kesa lagta hai..