Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.
Aik shaks punjabi se yaar ager mai tumharay sir pe goli maru to? punjabi: yaar mai mar jawan ga yehi sawal angrez se angrez: i will be die. pathan se: pathan: yaar sher wala goli maray ga ya ponstan wala......