''Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...

''Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...
''Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...

Wah Wah...


Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay...

Thanday Meethy Faalsay,

Kalay Kalay Faalsay.''
  

May, 24 2010     159 chars (1 sms)     3422 views       Funny

more Funny SMS Messages

Man: U cheated me...

Shopkeeper: No, I sold good radio to u.

Man: Radio label shows Made in Japan
but
the radio says This is all Radio PAKISTAN!
EiK PatHaN CycLE
Pe LarKi K SaMnE
ZoR SaY GiRa

AuR

JaLdi Se KhArA
HoGayA !!


LaRki Oh My GoD!



PaThAn HuM aiSaY
He UtArTa Hai ;->
Ab to 100 Percent Khatam ho jaye gay Aishiqi k,
"AmRaAaAZ"

SunA hai DavAt-e-ISLAMI main JA raha hai NAWAZ..:-)


Blackmailing In New Style=


Employee To Boss: Agar Aap Ne Meri Salary Nahi Barhai,



To Saarey Office Ko Bata Doon Ga K



"Aapne Meri Salary Barha Di Hay ;->
Wife to her friend: My hubby bought me a Mood ring the other day. When I''m in a gud mood, it turns Green & when Im in a bad mood, it leaves a red mark on his forehead!
Teacher: Tum Bade Hokar Kya karoge?
Santa: Shadi
Teacher:- Nahi mera Matlab h kya Banoge?
Santa-Dulha
Teacher:-I means Bade Hokar kya hasil karna hai
Santa- Dulhan
Dentist Ki Beti B.F Se: Aj Kitna Acha Moqa Tha Tm Mere Dad Se Shadi Ki Baat Krskty Thy.
Larka: Bs Aj B Mera Hosla Nhi Hua. Khmoshi Se 1 Or Dant Nklwa Kr Agya...
The New England
journal Of Medicine
Reports That ... !!

" 9 Out Of 10 Doctors
Agree That 1 Out Of 10
Doctors Is An Idiot..."
;->
Paktel K CEO Ne Mujhse Kaha Agar Tum Meri Larki Ko Pata Lo To Apna Naam Badal Dunga

phir Kya Hua?








Paktel Is Now
''ZONG'' ;->
Hijr K Azabo''n Se Darr Lagta Hai

Mujhe Apne Hii Khwabo''n Se Darr Lagta Hai

Kal Hii Tum Ne Ek Banda Maar Dia

Zaalim mJhe Tumhari ''''JURRABO''N'''' Se Darr Lagta Hai ;->



Dunya ki sabse taqatwar shai hy Loha
har shay ko kat dyta hy
Lohe se taqatwar hy Aag
jo lohe ko pighla deti hy
Aag se taqatwar hy Pani
Jo aag ko bhuja deta hy
Pani se taqatwar hy Hawa
Jo Pani ko Ura le Jati hy
Hawa se taqatwar hy
INSAAN jo Hawa ko qaboo kr leta hy
Insan se Taqatwar hy
Pereshani jo Insan ko qabo kr leti hy
preshani se taqatwar hy SADQA jo har
preshani ko Kha jata hy
AUR In SABSE TAQATWAR Hy "Altaf bhai"
JO SADQA B KHA JATA HY... =P ;->


2 Logon ka Aap Kuch Nahi Bigaar Saktay



1. Jo Moo per Jhoot bolay...

.
.
.

2. Jo Darya K Us Paar Khara Ho Kar Aapko Mun Chirraye. :-)