Shohar: Tum Sunya Ki Bad-surat
Tareen Makhlooq Ho
Biwi: Aur Tum Dunya k Bad-tareen
Sharabi Ho ..
Shohar: Magar Main Tou Kal Se
Sharab Chorh Raha Hoon ... =P ;)
Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.