Astrologer:

Astrologer:
Astrologer: U''ll meet a young gal who wanna everything about u.
Frog: When n where?
Astrologer: Next semester in Biology lab
  

May, 24 2010     128 chars (1 sms)     3083 views       Funny

more Funny SMS Messages

A Pathan Was Playing "KON BANEGA CAROR PATI"
Amitab Bachan Asked: Apne Baap Ka Naam Batao.

Pathan Replied: Hum Ko Pagal Samjha Hai Kya? Pehle 4 Option To Do
2 GUJJAR Titanic dekh rahay thy.

Film khatum howi to kahnay lagay.

Le das ay ki film hoi?

Film khatum ho gai per,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
NARGIS NAI AYI...=P;->
( SHORTEST JOKE )

Fan 2 FIlmstar Meera: " HAPPY BIRTHDAY "

Meera : " SAME TO YOU "
''A-0-A.
1 gd news he!!!!
is mahiny ki 29 ko mri mehdi he,,
or 30 ko shadi he,
or 31 ko valima he!!
u r invited!!!
plz zrur ana!!!''
Mehfil Sji thi,
Sms ka tha dor,
Sms mene kia tha,
Ye kisi ne na kia ghor,
Sms me paisey lagy thy mery halal k,
or sab muftay keh rhe the EK or EK or.;)
Why dont nails bleed when we cut them???
.
.
Think !
.
.
Na-Khoon!! :)
u r a donkey,
d 4 decent,
o 4 outclass,
n 4 nice,
k 4 kind,
e 4 excelent,
y 4 young,
Jab Apka Janam Hua
Badal Fate
Adbhutt Rosni Huyi
Bhagwan Khud Sab K Samne Prakat Huye
Or Bole
"SoRRY Galti Ho Gayi
Plz ADJuST Karlo."
Husband: agr tm india me hoti to wha log zror tmhari pooja krty,
Wife:kya me husan ki devi jesi lgti hn?
.
.
.
.
.
Husband:
Nhi yar,
kali mata lgti ho.. =P ;->
2000 Mai Bachay Parhtay Thy.

A for Apple
B for Banana
C for Cat
D for Dog


2009 Mai Parhty Hain:

A for Aata
B for Bijli
C for Cheeni
D for Dhamakey :-)
Yaad tumhari na aaye aisa hum hone nahi denge,Dost tumhare jaisa hum khone nahi denge. Ek do sms karte rahna,Warna raat ko tumhe hum sone nahi denge....
Ullu ke pathey

Kutey k bachey

Gadhey ki aulaad

Saanp ke sapolay

Bhains ke bachray

Bakre ke maimney






Sab kitne chote chote aur cute hote he na