aaj tum nein mujh sey bad tameezee kee thee, mujhe pata hai k tum boht afsurda ho ghey aur pareshan b aur yeh soch rahey ho ghey k mujh ko kaisa manao ghey
Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
Mom:"Beti Bari ho kar kya karogi?"Beti:"Kuch nahi..Maa banongi,Parhoon gi,Shaadi karon gi...or kya?"Mom:"Jo karna hai karo par zara TARTEEB sahi rakhna".