Pathan:College Ki Ladki Se Bola I Love U! Ab Tum Mujhe Bolo Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun Pathan: Pagal Ki Buchi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.
2 Dost Suicide karne gae, Pahala : "Hey Khuda muje dunia ki saari
nafrat de Pareshani de Duk de!" Dusra dost : "Abe tu maut maang raha
hai ki Reliance mai Job.
Pagal khaney Main Bht
Sarey Pagal Naach Rahy
Thay. In me Sy 1 Pagal
Khamosh Betha Tha
Dr. Tm Khamosh Q
Bethe Ho?
Pagal Ny Kaha-Bewaquf
Me "Dulhan" Hon ;->
Hur karz dosti ka ada kaun kerey ga?
Hum na rahey tou dosti kaun kerey ga?
E khuda merey doston ko salamat rakhna
warna meri shaadi mein dance kaun kerey ga?
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch samajh nahin aa raha