You are so smart

You are so smart
You are so smart
You are so beautiful,
You are so brilliant,
You are so lovely,
You are so cute,



Gee nahi gee:-

Jo kehta hae wohi hota hae.
  

May, 22 2010     154 chars (1 sms)     3629 views       Funny

more Funny SMS Messages

1 Pathan ki beti ko kisi ne SMS kia
I LOVE YOU
Pathan ghuse ma beti se kehta hy:
jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
Shaadi Ke Pehle Aur Baad


Shaadi ke pehle - Agar Tum Na Hote :(
Shaadi ke baad - Agar Tum Na Hote :)


Shaadi ke pehle - Maine Pyar Kiya :)
Shaadi ke baad - Ye Maine Kya Kiya? :(


Shaadi ke pehle - Kuch Kuch Hota Hai :)
Shaadi ke baad - Kuch Nahi Hota Hai :(


Shaadi ke pehle - Dil To Pagal Hai :)
Shaadi ke baad - Dil To Pagal Tha :(


Shaadi ke pehle - Ek Duje Ke Liye :)
Shaadi ke baad - Sirf Bachcho Ke Liye :(


Shaadi ke pehle - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge :)
Shaadi ke baad - Baaki Log Sukhi Ho Jayenge :(


Shaadi ke pehle - Chandramukhi :)
Shaadi ke baad - Jwaalamukhi :(


Shaadi ke pehle - Kuwara Baap :)
Shaadi ke baad - Bechara Baap :(


Shaadi ke pehle - Titanic :)
Shaadi ke baad - Mortgage :(
If A PARATHA & A PIZZA Is Thrown From A 50 Feet
Building,Which Will Reach The Ground First?









Ans:PIZZA,Coz Itz A FAST FOOD!!
Kute

Kamine

Ullu K Patthe
Nalaik
Bewaqoof
Bandar
Bhalu
Gadhe
Badmash
Lofar
Lafangeor
Dhokebaz
Ye sAb Log MiL Kr B HumAri DosTi Nhi Tor Sakte :->
Why Did God Created Gap
Between
Thumb & 1st Finger Of Ur Feet ? ? ?




















Ta K Tusi
Hawai Chappal Pa Sako . . . ;->
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
Bhagwan Duniya par BEER peene aya. 12 bottles pine ke baad Sardar ne Pocha " aap ko Charhti Kyu Nahi?
Bahgwaan: Main Baghwaan hon.
Sardar: Charh Gai hai salay Ko.
(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay chalay to Firoun peeche chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar kuch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, bachon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
Haaye Mard bechara jaye tu jaye kahan.
Hamesha Yad Rakho..

Hum
Is
Dunia
Me
Dosro
Ki
Khidmat
Karne
Aye
Hain
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wah!
To Phir Dosre Kia Aam Lene Aye Hain?(",)
JUB Bhi Aap ki yaad Aaye gi

Aap k mobile Par hamare sms ki Baraat Aaye Gi

Sms To hum Aap Ko kar Dein Gey

Lekin Us k Paisey Deney Kya Aap Ki Saas Aaye Gi?
Girl-Mujhe Ek Esa Shohar Chahye Jo Achi Achi Baten Karey, Hansi Mazaq Karey, Aur Raton Ko Bahar Na Jae!

Boy-Tumhen Shohar Nahi FM Radio Chahye!
Din Main 5 SmS,





Raat Main 10 SmS,




Haftay Main 200 SmS,





Month Main 1000 SmS,





Mujhay Bhej Kar
Sawab-e-Darain Hasil Karain..
"SHUKRIYA" ;->