a pathan called fm radio said

a pathan called fm radio said


A Pathan called FM radio & said:

"I have found a wallet wid thousands of currency & a credit card & ID Card of that person it belongs to, his name is Jamshed Khan, House #3, Gulshan e Iqbal, Karachi.

DJ: "so U want to give him back his wallet?
Pathan: Oo khocha nai, I want to dedicate him a song... ;->
  

May, 05 2010     320 chars (2 sms)     3611 views       Funny

more Funny SMS Messages

800 Kamro ka mahal ho

aur motiyon se saja darbar.

Income ho arbo me aur

200 mercedes car.

Sab sapne me hi mil sakta hai,

Isliye jagna hai bekar,

Soja mere yaar.
In battle Sardar was wearing mosquito net
instead of bullet proof jacket
why?
?
?
?
Saradar replied
O jis wich machar nai war sakda
goli kithon lange gi
"HAPPY BIRTHDAY"
to you

shocked ?

actully aaj ke Din

''James Hawk''

nay DHAKKAN banaya tha

tou mainay socha her DHAKKAN ko wish kur doon;)
1 admi ki shadi hui, us ne dost se mashwra lya k wo kese apni bv ka dil jeet skta hy

Frnd: Us k pas cigerate lga kr jana or us ka dhunwa us k mu pe mar k kehna
Janu agr tm kaho to ye adat b chor skta hun.

Us ne ja kr esa hi kia....!

Bv ne sun kr jwab dia


"Agr Gold Leaf hai te ek suta menu v lawa"
Hi

Agar Aap
Dunya Main
Kamyaabi Hasil
Krna Chahtey
Ho Tou

























Mehnat Karo

Button Dabane Se Kuch Nahi Hota … ;->
Benazir Aye Gi...!

Nangay Ko Kapre Dilae Gi..!

Bhokay ko Khana Khilae Gi..!

Bay Ghar Ko Makan Dilae Gi..!

Phir Gareeb Ki Ankh Khul Jaye Gi..!

Kyun K Subah Jo Ho jaye Gi.. :->
Pathan Ka Interview Tha...
Sawal Aya:

English Me Translate Karo...
"Main Nokari K Liye
Bohat Umeed Se Hon."

Pathan:
I Am Pregnent For The Job..!!:)=P

Chinese Larki KO Dekh Kr Mom Boli,

Beta ye Kya Le Aye hO?


Son: Mom Ap Ne khud he To Kaha tHa k gHr atay huye cheeni Letay Aana... =P ;->
Aik Bacha Boht Der Se Ro Raha Tha.Us Ki Maan Keh Rahi Thi .Melay Bachay Ko Ta Chiye ,Tofee ,Bikit, Chips ,Du Du..?

Baby Kehta Hai Nhi Kch Nhi Bs Ait
DRL FRND =P
Zamana bhot hi kharab
ho gya hai,


her sawal ka ylta jawab
ho gaya hai,


Na Sms na call na hi koi
miss call,


Her banda hi mobile ly
ker nawab ho gaya hai.->
Uski nazar meri taraf thi.




Meri nazr uski tarf thi,

Vo mugh se kuch kehna
chahti thi,

Main us se kuch puchna
Chahta tha,


Dono ise uljan mein
bethe rahe aur exam
over ho gaya.
g/f: meri mummy bhi tumhe bahut pasand karti hai.
b/f:kuch bhi ho , par mai shadi tum hi se karoonga.