Diffrence between

Diffrence between
Diffrence between fate n stupidity: If ur father is poor,then its ur fate,if ur father-in-law is poor,its ur stupidity..!!
  

May, 21 2010     123 chars (1 sms)     3665 views       Funny

more Funny SMS Messages

Jiddat k iss daur mein,
Shadi ho LAHORE mein..

Pyaari si ik biwi ho,
Jaisay rangeen tv ho..

Gol matol sey saalay hon,
Jaisay dahi k pyaalay hon..

Pyaari si ik saali ho,
Biwi k baad ghar wali ho..

Jiddat k iss daur mein,
shaadi ho LAHORE mein..
1Conductor Ki Shadi Ho Rai Thi,
Jab Uski Dulhan Phero K Waqt Uske Pas

Akar Baiti To Wo Bola

Thoda Pas Ho K Baith,

1Sawari Aur Bait Skti He.
Hum tu 7 asmaaano ki sair kar aye

sub tarron se dosti kar aye

ek tera khass tha jo sath le ae

Warna ap si sochiye k ap zamin pe kaise aye ?


All Schools, Colleges and Universities of Pakistan will remain close till 11th November!



For details visit:



www.inni-vi-lut-nai-pai-hoi.com
:-)
Pehlay Girl Frndz Hoti Thi,
Magr Mob¡Le Pakages Nahi Thay,
Or Ab

Mob¡Le Pakajz Hain Magr Girl Friends Nahi,
Ab Sirf Un Companies Ki Sim Sale Hoon Gi Jo Ye Offer Krain Gi. . .

"Ek Sim Ki Khareedari Per 10 Girlz Number Free"
Jab Apka Janam Hua
Badal Fate
Adbhutt Rosni Huyi
Bhagwan Khud Sab K Samne Prakat Huye
Or Bole
"SoRRY Galti Ho Gayi
Plz ADJuST Karlo."
Message pe message bhejte ho,
bhej bhej ke bheja kharab karte ho,
bhejte ho to bhi kya bhejte ho,
khud ka bheja to chalta nahin,
doosron ka bheja hua bhejte ho!
Aap chlormint kyu khate hai?


Mujhe pta he,
kyuki
5star
munch
cadbury
nestle
ye sab
0.50 paise ki nhi aati.


Muqadar mein "raat" ki neend nahi to kya howa "JAn|x"

Hum b muqadar ko choona laga kr din ko so jate hain...! ;->
''Ek Chor Police Sy Chupty Huey Ek Toti Hui Qabr Me Chup Gya
Or Police Sy Bach Gya

Wahi Qareb Sy Sardar Sahib Guzry To Unho Ny Soch K Shayad Log Mayyat Per Matti Dalna Bhol Gaye

Sardar Sahib Ny Fata Fat Matti Dalna Shuro Kia To Chor Bola
Bachao Bachao

Sardar
Ooh Jaldi Jaldi Matti Dalo Is Par To Khuda Ka Aazab Shuro Ho Gya...''
Most Innocent & Heart Touching
lines said by a Truely Loving Girl
to her lover boy friend at Break up

Kuttay Kameenay..!!J
a marr, dafa ho.
teri shakal pehle din se he kameeno jesi lagi thi mujhe,
Chimgadar ki shakal walay,
Khabis Insan... ;->
Aqqal ko soog mar detay hain,


ishaq ko roog maar
detay hain,


Aadmi khud nahi marta,
Aap jesay khubsourat
aur bewafa loog maar
deta hain...!!!!!!!!