Ladke Ka Baap:Hamara Beta Inta Achcha. Bada Ho Ya Chota Sabko Ek Nazar Se Dekhta Hai.
Ladki Ki Maa: Hamari Beti Itni Mehanti Hai Ki Sare Din Ek Tang Pe Khadi Rehti Hai....
Shadi Ho Gayi..
.
.
.
..
Shadi Ke Pata Chala Ki Ladke KANA Hai Aur Ladki LANGDI
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai