Weather Report Mein Bataya Gya Hai
k Yeh Taiz Hawa Apne Sath Sub
Bagirton Ko ley Jay Gi
Is Ley Ap Chaat Per Maze Lene Na Ana
Warna Kidnap Ho Jo Gay...=P;->
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?