wo dekho swimming po

wo dekho swimming po


Wo Dekho Swimming Pool Main Naha Rahay Hain Loog

FARAZZ

Eik Tera Gaaon Hai Jahan Pani Hi Nahi Aata
  

May, 05 2010     109 chars (1 sms)     2379 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...



Bicherte Waqt Kyun Na Perh Saka Nighaon Ki Zuban
FARAZZ
Usey To Iss Fun Per Pura Uboor Tha
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
"guzar gaya woh waqat jab talbgaar thy tery hum

"faraz"

ab''KAABA''bhi ban jao to sajda na karen...
Us Waqt Meri Haalat Dekh Kar Aasmaan Bhi Ro Parra Faraz!


.
.
.
.


Jab Larkiyon K Numbers se Bhari Hui Sim Gum ho Gai. :-)

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana
Ek Angrez Karachi Aaya Kuch Dino Mai Yahan ki Zuban Seekh Gaya.
Uska Interview Hua.

Q.Aap Ko KARACHI Kesa Laga?
A.Lush

Q.Yahan ki Life Kesi Lagi?
A.Bohat Phateek Hai Yahan.

Q.Log Kese Lagy?
A.Bohat Chirandi.

Q.Yahan Apne Kia Sekha?
A.Maine Ye Seekha Hai. Agar Karachi Mai Rehna Hai To Jiye Muttahida Kehna Hai.

Q.Yahan Khane Mai Kia Pasand Aaya?
A.Gutka aur Main Poori.

Q.Yahan Aap Kis Shaks Se Milne Ki Khuwahish Rakhty Hain?
A.Angraiz Kuch Dair Soch Kar Bola:

FARAZ Se. :-)
Methi Methi Yadon ko Palko pay saja lena.
Sath Guzre Lamhon ko Dil may Bsa lena
Main to Brson ka PYASA hoon ” FARAZ ”
BIJLI ajay to yaad se Motor chala dena
Sirf itni si baat pe zamaane ne Laqab Kaafir ka diya

< Faraz >

K Khuda k Naam pe Hum ne Kuch na diya,Tere Naam pe jaan de di..
Wo Kaise Log Thay YA RAB Jinho Ne Paa Liya Tujh Ko....

Humain To Ho gaya Dushwaar ik Insaan Ka Milna................ !
Usne mujhe rat ko jungle me akele chor dya faraz...
.
.
.
Ye keh kar k
Pyar kia to darna kia..?
hum ne muhabtain chord deen faraz.

tanha raat din ka tarpna hamaray bas ki baat nhi,,,