Arz Kiya Hy.

Arz Kiya Hy.
Arz Kiya Hy.
.

.

Laila Ki Shaadi Mein Lafra Ho Gaya

.

.
Wah Wah Wah

.

.
Laila Ki Shaadi Mein Lafra Ho Gaya

.

.
Majnu Itna Nacha
K
Langra Ho Gaya. . . ;->
  

May, 20 2010     186 chars (2 sms)     3302 views       Funny

more Funny SMS Messages

Boy: Har Roz Subha 25 Larkiya''n Mera Intizaar Krti Hyn ! ! !

Girl; Aap Tou Bari Cheez Hyn Koi

Boy : Bas Yaar Girls College Ki Van Ka Driver Hoon . . . ;->
Faqeer To Memon :

Allah k Naam Pe Kuch De Do Baba

Memon:

Aao Baba , Cycle Pe betho

Round De Deta Hoon ... ;->
To Prove His LUV..

He Swam D DEEPEST Rivr!

Climbd D HIGHEST Mountin!

Crosd D HOTEST Desrt!

She-Divorcd Him...

Kabhi Ghar Pe To Hota Nhi Tha.
''{}.{},
/@ / "^----:":*
\,,/" /TOYOTA * * / ,,/\,\/ ,,/\,


Petrol 66.70 Rupay hai

Is liye Aapke Aney Haaney k Liye Paish Hai.

"KHOTA TOYOTA"

Model 2010

Petrol ka Dushman,

jab tak Dil kary Chalate raho,

5 years Maintenance Free,

Sponsered by:

Jahan Khuab Wahan KHOTA TOYOTA. :-)''

Dr: Do exercise daily for good health

Boy: sir i play football cricket tennis daily.
...
Dr: how long do you play?
...
Boy : until d battery in my mobile goes down.

ha ha
Pessenger :

Agr Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?



Phatan :
Agr Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .
;-P
Bv:
Shadi se pehle to tum mujh per bare sher kehte the!

Husband:
Ab waqt badal gaya hy

Bv:
Phir b ''JAANI'' koi sher kehdo!

Husband:
lo sunO

Jane jigar janeman

90 kilo tera wazan

Tu jo gir jaye mujh par

Mar jaonga me sanam...:-)
Aik ganda msg sunaon?


aik larka hota hai,


wo gatar main gir jata hai
Aye Haye :_
*Ganddaaaaaa*


Accounts k student ki gaali:-

Salay bounced cheque,
Dharti pe liability,
Paidaishi bad debt,
Dishonoured bill,
Insolvent admi,
Khandan ka net loss,

tu paida kion howa ?

Please Is Number Se Aanay Wali Koi Call Recieve Na Karen.

For God Sake!

.
.
.
.
.
.
.

03216307893 (Sender Number)


Balkay Thori Ghairat Dikha Kar Khud Call Kar Len. :-)


T H O U G H T Of The Day

Jis Tarah Yeh Sms Achanak Aap K Pass Agaya Hai,
Is Tarah Mout Bhe Achanak Askati Thee,,,

Agar Sms Ki Jaga Mout Ajati To Kia Is Waqt Aap ALLAH K Samney Hazir Hone K Lye Tayyar They?????

Zara Sochyey,,,

KUCH NAHI TO SIRF NAMAZ KI PABANDI KI NEYAT HE KARLAIN..
Mera pyar ho tum

Qarar ho tum


Iqrar ho tum


Etbar ho tum


Sansar ho tum


Bahar ho tum


Jis k baghair
Mera
Sar chakraata hai
Wo

Wo

Wo

NASWAR ho
Tum ;->