1 Pathan ki beti ko kisi ne SMS kia
I LOVE YOU
Pathan ghuse ma beti se kehta hy:
jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
Rules 4 board exam:
Har sawal ka dat kar larna, lekhne me kami mat karna, mouka milay to peeche be dekhna. or 1 bat yaad rakhna aagay walay ka paper apna samajhna
''Teri Dosti Ki Roshni Aisi Hai....?
K Har Taraf Ujala Nazar Ata Hai....
Sochta Hun Ghar Ki Bijli Katva Lu....
Ajkal Kambakht Bill Bahut Ata Hai.....''