Dekh0 bacho apnay mulk k halaa

Dekh0 bacho apnay mulk k halaa
Dekh0 bacho apnay mulk k halaat.

kahin h0 rahay hain dhamakay to kahin pr rhay hain faqay.

isi lye kehtay hain



bachay 2 hi achay
  

May, 19 2010     142 chars (1 sms)     2312 views       Funny

more Funny SMS Messages

FANTASTIC ONE ...!!!
.



Acha ! Ek Baat Tou Batao Plz Isko Mazak Mai Mat Taal Dena , Jawab Mazaq Ke Andaaz Mai Tou Ho Sakta Hai Yani Shugal Magar Gol Mol Jawab Nahi Chalye Ga Dekho Kuch
Baatain Zindagi Mai Bohat Imp Hoti Hain , Buhat Ziada Balkay Sav Se Ziada Kuch Aisi Imp Hai Yeh Baat Bhi Atleast For Me , Ager tumne Ghalat Bataya Ya Baat Ko Talnay ki
Try Ki Tu Acha Nahi Ho Ga .. Plz Sach Batao

TIME KIYA HUA HA :P
Mummy Dady and Baby sitting Together,

.

Q?

.

Taa K
Mummy Dady Se,
Dady Baby Se,
Baby Mummy Se,
Dady Mummy Se,
Baby Dady Se,

ZONG k Baghair Bhi Baat Kar Saken. :-)
shakalaka baby

shakalaka baby

kapade dhoye dhoby....

shakalaka baby

shakalaka baby

hum sab khaye gobi......;->
Aj agar apka sms ayega to hi ham ROTI khain gae!!!



Sachi



Warna.........




Ghusay main PANIR PARATHA AUR CHICKEN PALAO
k baad ICECREAM kha k PEPSI p k din guzaar len gae..
"Pyar kia nahee jata ho jata hai"


Log aisa kehtey hain,

Laikin mein kehta hoon k chalo aik dafa ghalti ho ghayee to log sudharney kee bajaye uss par datey kyun rehtey hein?
Wo Kon Se 2 Log Hain Jin Ka Dipartment Alag Hai Magar Kam Ek Hi Hai?

1)Zardari

2)Hamesh.


DoNo ka kAm aWam kO pErshAn kArNa hai ...=P;->
Once bread and butter were travelling by plane... plane crash hua...
bread marr gayaa.. lekin butter nahin maraa... kyon ???









Because woh Butter FLY thaa..


Sardar: Agr 1 Hathi Sui k Surakh me se guzarne ki koshish kr rha ho

to usy rokny k lie kia krna chahye?

Pathan: Us ki dum pe girah laga do, phans jae ga…
What is the difference
Between

1)Call Girl
2)Girl Friend
3)Wife?




Ans:
1)Prepaid
2)Postpaid
3)Unlimited

.......>?

A public Service Msg


Agr aap k kisi aorat se Najaiz ta-alluqat hain aor us main se koi Bacha Paida ho jata hy to aap us ko kisi koory k dhair Pe na Phainkain .

Balky usy Paal Pos kar Taleem Dilwaien aor . . . !




"Wapda Main Bharti Karwaien"=P;->
My no. has changed.

So plz give me a confirmation call on my cell.

My new no. is 15.
agar mera naukar uthaye to use 2-4 galiya de dena...

kamina apne aap ko policewala bolta hai!
High clas insult:- Boy 2 girl: Apne baal to dekho jaise ghaas ugi hoi ho.
Girl: Main isi liye itni der se soch rahi hon k mere paas gadha q khara hai