Bazu main dam rakhta hun, Dil main gham rakhta hun, Aapki dosti k baad logoun se wasta kam rakhta hun, Pata tha mujhe SMS aayega, Isliye disprin sath rakhta hun!
Newspapers me aaya
50% Pathan Bewakoof Hoty Hain.
Is Pae Pathanao NE KAfi Halla machaya.
Phir aaya .
50% Pathan Bewakof Naho Hoty hain.
Tab ja K mamla Set hoa.
"SHAETAN"ne pocha kisi NAIK insan ka number do apun us ko tung krega! maine AAP ka number diya to"SHETAN"bola,abay marwaye ga kia,yeh to BOSS ka number hay.
A Parody Of Zong Song
Enjoy Krte Raho
Tv Dekhte Raho
Parhae Par Kabhe Tawajja Dena Nae
Me To Mayoos Tha Paper Dekh Ke
Pharra Bhej Dya Us Ne Paegam Me
To Cheatng Karte Raho
Pass Hote Raho
Result Per Kabhe Tawajja Dena Nae
Turu Run Ru Ru Run Ru Ru Ru Ru Run
Ali : Mama main bara hoke Pilot banonga
Mamma : Beta mujhay kaise pata chalega ke ye mere betay ka jahaz hai?
Ali : Guzarte waqt apnay gher per Gola phaink dia karonga.