Kya Tum Gareeb Ho?

Kya Tum Gareeb Ho?
Kya Tum Gareeb Ho?
Reply With

"Yes Or No"










Agar Ameer Ho To 50 Ka Balnce Share Karo.



Agar Gareeb Ho To Ye Message Kisi Äur Ko Forword Käro!
  

May, 17 2010     171 chars (2 sms)     2269 views       Funny

more Funny SMS Messages

Bolaa dukaan-daar, ke kya chahiye tumhain. Jo bhi kahoge meri dukaan per wo paoge. Maine kahaa ke kutte ke khane ka cake hai, bola yahin pe khaoge ya leke jaoge
Vijay: Mere pas gaadi hai, bangla hai, ijjat hai, paisa hai.
tumhare paas kya hai?

Ravi: Mere pas bhi gaadi hai, bangla hai, ijjat hai, paisa hai.




Vijay : abey to phir MAA kiske paas hai ?!?
~Todays FACT~


Guinness Book Of Records
Holds The Record For
Being The Book Most
Stolen From Public Libraries... ;->
Attendence.. Pappu Yes Sir Bablu Yes Sir Tinku Yes Sir Ullu ?? Ullu ?? Ullu Button dabana band kar, teri baari hai, attendence lagwa.
Lalu: Rabri, tum to hamara CHAND ho.

Rabri: Na ji hamka CHAND VAND mat kahiye,

ye sasure America wale roj Chand pe chadte utarte rahte hai.....;->

BREAKING NEWS
ATM @ Tariq Road Is
Jammed & Not In Working
Condition




Bcoz



Khan Sahab''s Wife Put
Hairpin In Machine When
It Said
"Enter Ur PIN" ... ;)
50th Birthday Messages

The years between fifty and seventy
are the hardest.

You are always being asked to do things,

and yet you are not

decrepit enough

to turn them down.
Admi:Mujhe sardar bana do
Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega
Admi: OK
Doctor ne ghalti se 90% nikal dia.
Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar dia.
Teacher to Sardar : Which is the most confusing day in America?
Sardar: Thinking....... and Answere Fathers day!
Mr:Saleem had 3 sons:Named

1-Rehmat-e-Saleem

2-Barkat-e-Saleem

3-Mehboob-e-Saleem

When his 4th son was born, his wife decided to name is

Bas-kar-Saleem!:-)
Though i love this song from TZP, but cudn''t resist taking a dig on this. If i hurt somebody, it is purely unintentional.. Mujhe Maaf Kar De naa MAA :))

Main Kabhi Batlata Nahin
Bar main daily jaata Hoon Main Maa ...
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Daru peekar roz aata hun Main Maa ....
Tujhe Sab Hai Pata, Hain Na Maa...
Tujhe Sab Hai Pata, Meri Maa...

Theke pe Yun Na Chhoro Mujhe ,
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Main Maa...
Pau lene Bhej Na Itna Door Mujko Tu,
Ghar bhi bhool jaun main Maa...
Kya Itna Bura Hoon Main Maa...
Kya Itna Bura Hoon Main...Meri Maa..

Scotch main ,itna peeta nahi,
Peg Se Seham Jaata Hoon Main Maa
Chehre Pe Aane Deta Nahin
Lekin kabhi ludak jaata Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hai Pata...Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata, Meri Maa ...


Ustad : Agar Me Tmhary Walid Ko Rs 5000 Dun
Un Ko 2000 Ki Zarurat Ho To
Kitne Wapas Mil Jange?

Student :1 B Nhi
Ustd : Hisab Nhi Janty
Student : Ap Mere Baap Ko Nahi Jante..