Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
Pehle meri life ek khuli botel thi
Sub kuch perfume ki tara ur jata tha
Tumhare ane k baad sub kuch ruk gia ha
KHUDA kare tum jaisa DHAKAN har kisi ko mile
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.