main khuda ki nazron

main khuda ki nazron
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...
  

May, 03 2010     103 chars (1 sms)     2468 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

faqat khuwabon se hi nahi milta sakoon sone ka"faraz"

kisi ki yaad may raat bhar jagne ka bhi apna maza hai.
1 Pyari si Surat

1 Masom sa Chehra

Thori Sharart

Thori Muhbat

Thori Masti

Thora Maza
JisKi Pyari hr ek Ada

Uska SMS Prhne ka


*SHUKRIYA*
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...
lazim sa mujh pe ho gaya paon ko choomna
Faraz
Us ne kaha jo mujh se k kaanta nikaal do..
na dekh asman ko itni hasrat sey faraz.

wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...


Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye ''Faraz''

Aankho''n Main Liye Phirta Hoon Darya Teri Khatir
gam e faraq bhi hai aur skoon e kalb bhi hai..

faraz

juda howa hai koi jaisay umar bhar k liye..
Deikh loo kya waqt aa gya Fraz
telenor ab day raha hai 19.99 + tax main unlimited SMS....
Milnay ki gharz ho to chalay aatay hain apnon ki tarha "",

FARAZ

Dil bhar jaye to jawaab dena bhi gawaara nahi kartay..



Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
FARAZZ
Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
Hum zindage Ki bheer me itnE Kho ge Faraaz,

Pta nhi chala Kab

Aalu 40 rupay or timatar 80 rupay Kilo ho ge..:-)


** Rotay Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Rastay **

!! FARAZZ !!

** Jin Pe Tere Bagair Main Guzra Kabhi Na Tha **