aaj tak coca cola nahe pee faraz

aaj tak coca cola nahe pee faraz
Main ne to aaj tak coca cola nahe pee faraz,

Mgr

Jb toilet jata hoon to awaz aati hai brrrrrrrrrrrrr. .!
  

May, 03 2010     111 chars (1 sms)     2346 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

jis kashti k mokaddar me ho doob jana FARAZ,

Tofan se bach b nikle to kinare rooth jate hain.
waqt-e-rukhsat usney murr kar istarah dekha"faraz"

main dil pe haath na rakhta to dil nikal jata...
Milnay ki gharz ho to chalay aatay hain apnon ki tarha "",

FARAZ

Dil bhar jaye to jawaab dena bhi gawaara nahi kartay..
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla.


UskO bUrgEr khAtAy DekhA tO dIl Se Aah nIkli FARAZ

Mc DonAlDs Im lOviN'' It ParApApApA ;>



Dost Ban Ker Bhi Nahi
Saath Nibhany Wala

Wo Hi Andaaz Hy Zalim
Ka Zamaney Wala

Tere Hote Huey Aa Jati
Thi Saari Dunya

Aaj Tanha Hon Tu Koi
Nahi Aane Wala

Muntazir Kis Ka Hon
Tuuti Hui Dehleez Pe Main

Kon Aaye Ga Yahan Kon
Hy Aane Wala

Tum Takalluf Ko Bhi
Ikhlas Samajhte Ho ''FARAZ''

Dost Hota Nahi Har
Haath Milane Wala ...


Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant,
FARAZZ
Phir bhi mo''h khol ker muskuraya karo..
hajoom-e-khawab se jab kabhi fursat mile tum ko"faraz"

agar samjho munasib to humain bhi yaad kar lena.
tu apni sheeha gari ka hunar na kr zaya.
faraz
Main aina hon mujhe tootne ki aadat hy.
Mjh se kehti h tere sath rahun gi sada
Boht pyar krti h mjh se udasi meri
Ye mat samjhna k tum bin bht tanha ho faraz

Aj b meray pas hai tanhai, ansu aur yadein